Forex ak asa business hai jis mai loss zyada or profit kum hai is waja s jub hum trade open karna laga tu sub s pahla hum loss ko apna mind mai rakhan chaya aksar log ya nahi karta or trade open karta wakta un pahluon ko nahi dahkta jin s loss ho sakta hai is lia jald bazi mai or bina loss ko mind mai rahka forex mai trade ko open kar data hain or phr natija ya nikalta hai ka profit ki bijaya loss hota hai or phr perashani othani parti hai mara nukta nazar s jub bi hum trade open karain tu hum forex mai tu sub s pahla hum forex mai loss ka bara mai lazmi soch rakhain ta ka loss hona pr apna mind ko hum control rakh sakain or phr aram s is ko recover karna ka lia tayar bi kar sakian agr asa nahi krta tu hum kafi bari mushkal mai ah sakta hain kiun ka loss hona ka bad sub s mushkal kam hota hia loss ko recover karna agr hamara mind tyar nahi hai ka hum loss ho ga or huma recover karna pahra ga tu hum kabi loss ko recover nahi kar sakain gain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим