mehnat karne se log q bhangte hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat karne se log q bhangte hai.
    dear all member wo log kon hai jo mehnat karne se darty hai or har time nakami ka shakar rehty hai wo forex mein bhi mehnat nahi karna chahaty bs sochty hai humko bethty bithy koi profit deta rahy un logo ke bary mein kaya kehna chaiye apni ray ka izahar zaror kare.thanks
    Mehnat Me Azmat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

    mehant karany sa log vho bhagty hain jo kamyabi hasal ni karan chahaty bs vho nakami he chahaty hain mara aziz members hany kamyabi ka lia to he sab kaam karty hain koi bhe ham kaam karty hain ham sab chahaty hain kh ham es kaam main kamyab ho jay asa to hamy mehant ka bagair kamyab to ni ho sakty
    • #3 Collapse

      Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

      Q ke is se os ke demag per aser perta hy is ly hmean chye ke hm Pakistan forex ke business mein mhnt kerin or kamyabi hasil kerin or Jo members is business mein mhnt kerin or knowledge or experience hasil kerin jis se hmean acha profit hasil ho sakhin
      • #4 Collapse

        Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

        Ji hain dear hala kay atnye zayda mahnet bhi ni kagtye hai ager daikha jaye tu log khaitye hain kay karna bhi kuch na oarye aur mil bhi sub kuch jaye tu aisa nhi hota hai es mai bhut he zayda mahnet kay sath kam karna parta hai tabhi ja kay es say kuch milta hai humain warna nhi milta
        • #5 Collapse

          Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

          YeS MeHnaT KaRnee Se LoG BhaGte HaiN MehNaT KaRnaaa ZaRooRI HaN Aur MeHnaT KaRnee Se BhaGna Nhi ChahYe si LIye APne Posing KO Daily KarnA ChhAye To Hi Ham Acha EArning Kr SAte Hain Au Daily Posting Zarooir Hota Hain AUr Threads KAren TO Is Main Kafi Thanks Milte Hain Aur MehNaT KaRNe Se BilKul Na DaReeN.
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

            mehnat krny se log is liye bhagty kyo ky jab dil me jis kam ka shoq na o us ky liye mehant krty howay wo bor ho jaty hain. mehnat tabhi mumkin hoti hai jab us kam k lye dil me lagan ho shoq ho. humy forex me dil lgana ho ga fir hum bhi mehant kar ky kamiyabi tak ponch skyn gy.
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #7 Collapse

              Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

              mhnt main azmat hai so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k hamain is forum main achy say trade kar sakty hain aur har koi achy say trade kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur mhnt kar k hi hum is forex main acah earn kar sakty hain tab hamain faida ho saky ga it is best job for all
              • #8 Collapse

                Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

                Jo log mhn t se pechay bhagte hm wo zindage mae kabhe kamiyab na hote app ko chahe k ap mh t kre r life mae wo sb kc hasil kre app ko chahe k ap mhnt kre r zayda se zayda time forex ko dn
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

                  is forex main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur mhnt karein gay tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay aur mhnt say hum kamyab hoty hain so hamain is forex main run kar skaty hain ta loss km ho sakty hain aur run kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

                    Forex mai ager success gain kerni hai to mehnat to kerni pary gi r jab mehnat kerni hi hai to is se bhagna kesa barkat to mehant mai hi hai r jo mehnat se bhagy ga us to success bhi us se door chali jay gi to mehnat ko apna shiwa bana lena jay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat karne se log q bhangte hai.

                      Mehnat krna mushkip hai or hamehsa alsi log mehnat krna sy bagta hain laken un logo ko nahi pata k mehnat kabhi zaya nahi hoti mehnat hamesha akam ayi hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X