mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????
    Assalam O Allaikum all forex member,,, sab forex mein mehnat karne ka kehty hain magar i think so kamyabi k liye sirf mehnat nae balky kamyabi hony k liye trader mein sabar aur himmat aur struggle hona zaroori hai trading mein tabhi ap trader banty ho aur apko apni hardworking ka realize hota hai real mein tab... yeh mera man"na hai ap log kia kehty ho is bary mein ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

    gee han bhai hume is main lalach nai krni hoti hai agr hum is main lalach k sath kam krein ge tu khabi kameyab nai ho sakte hein is main hum menat kr k hi agy ja sakte hein is liye kamyab hone k liye menat lazmi ha
    • #3 Collapse

      Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

      dear ap nay sahee swal kia hay q k agar ham kamyab hona chatay hein forex main to in cheeson ko ham ko chye k more say more follow karna chye agar ham aisa kertay hein to ham zaroor kamyab hosaktay hein is k lye ham ko chye k khud ko time main add ker k kam ko jary rakhay rahna chye .
      • #4 Collapse

        Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

        Assaalam o aalikum
        G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko mnta hon k pk forex min hamin mhenat karni chaye aur mhenat ka sath sath hamin sabar aur himaat ki bhi zaroorat is lia hoti hy ka hum achy treeky sy kaam kar sakin forwx min mhenat karry hoy hamin forex min jaldbazi sy kaam nahin karna chaue balke itminaan ka sath aur fresh mind min ho k kaam karna chauye jis sy hum acha kaam kar sakin gy aur acha boness ka sath sath acha profit bhi hasil kar pain gy..
        • #5 Collapse

          Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

          Asal Mein Vahi Hoti Hai Jiske andar Sabar ho aur Jiske andar confidence ho aap Agar mehnat karte ho to aapko apni mehnat ke sath Sabhi karna chahie aur Himmat se bhi kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

            right friend main ap se agree karta hun is main hamen mehnat to wese bhe karne cahiye balke is main hamen himmat se bhe kam lena cahiye q ke himmat bhe zarori hote hae is main ache tarah kamayb hone ke liye to hamen mehnat ke sath sath sabar ko bhe tham lena cahiye q ke yeh bhe bahut zarori hota hae is business main kamayb hone ke liye
            • #7 Collapse

              Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

              اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
              Assalam O Allaikum all forex member,,, sab forex mein mehnat karne ka kehty hain magar i think so kamyabi k liye sirf mehnat nae balky kamyabi hony k liye trader mein sabar aur himmat aur struggle hona zaroori hai trading mein tabhi ap trader banty ho aur apko apni hardworking ka realize hota hai real mein tab... yeh mera man"na hai ap log kia kehty ho is bary mein ???


              Asslam o alaikum dear forex member struggle Sabar aur Himmat Hamesha hi kamyabi Dete Hain isliye Hamen Inko follow karke Forex trading mein aur platform Mein kam karna chahie Agar inmein Se Ek Ko Bhi mis Karenge To Hamen Kabhi Kam Mein Bhi Nahin Mil Sakta Hamen UN teenon ko follow karna hoga aur phirr and Mein kam karna hoga...
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

                Forex main sirf ek cheaz per foucs karo gy tu apko kmyabi nhi milly gyi is lia apko chahia k ager ap hardwork kar rahin tu apne knowledge ko increase karo aur pher uski practice demo per be karo. ab ager practice k duran apko loss hota hai tu apko wahan patience se kaam karna hoga apko apni galti find karni hogi ur usko recover kar k next trade open karni hogi. ise tara apko loss ko bear karna hai real account per ap main loss ka fear nahi hona chahia.
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

                  Kyun kay mehnat to har koi karta rehta hai mager loss bhi hota rehta hai mager har koi loss ko face nahi kar pata hai so apko chiye kay forex main mehnat kay sat sat strugle karyn or loss say kabhi pershan na hon balky ager loss ko face karty rehyn gue to apka he faida hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

                    mehnat k sath sath himat ki bhi boht zarort hoti he forex k kam men q k ye boht hi risky kam he is men aksar loss bhi ho jata he or agr ap men himat nhi he or ap ak bar loss ki wja se trade ko chor gay to ap earning nhi kr sko gy is liay mehnat k sath himat ki bhi zarort hoti he
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

                      Salam dear Kse bhi kam banda perfect tub hota hai jub ussy us main struggle na ho struggle sy Galatiyon pata chalta hai our hummy chaheyy hum un pay kam kren our zyada mehnat kren forex main seekhny ki bohat sari cheezy hen hammy isko zyada sy zyada time dena chahyy kamyab hony k leyy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat k sath sath struggle sabr aur himmat kyun zaroori hai forex mn ????

                        G dear ap nay acha question kiya hy k hamen mahnat k sath sath sabr ki himat karnay ki zarorat kiun hoti hay dear ham sab janty han han k forex men musalsal mahnat karnay wala insan kam jaldi seekh jata hy is liay har wqt mahnat ka bar bar kaha jat hay k hamen mahnat bht ziyada karni hogi kiun k jb ham mahnat nainkarty to kam bhe jaldi nai seekhtay aur hamen kafi mushkilaat a jati han is liay mahnat sab say pahli shart hay. Dear hamen mahnat k sath kam seekh janay k bad acha kam bhe karna hota hy. Jb ham kam kartay posting karty ya trading karty han to us men hamen bht ziyada mahnat ki zarorat parti hay kiun mahnat say hi sabr say hi insan kamyab hota hy is liay hamen ziyada sy ziyada mahnat k sah sabar ka kaha jata hy hamen sabr karna chahiay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X