forex main take profit ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar tp ko laga kar kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik king business hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим