Forex Trading kea hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading kea hai.
    slam. dostu kaise hn ap sab .forex kea hai aksar dost pochte hn forex ghair molki currencys ke leye mukhtasir hai yahan ak dosre mumalik ki currencys ak dosre k khlaf tajarat krti hn.forex trading mukhtalif currencyes kelye sab say bara almi malyat bazar hai.jahan mukhlif mumlik ki currency ki tajarat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading kea hai.

    Acha swal kia kh trading kia hy trading forex forum ka aih importent part hy jis py hm mukhtalif pair py trade krty hn kh hr pair ki currence py trading krty hn or trading bahot hi kamyab business hy jis mn ya tu hm bahot ziada loss lity hn ya phr soch sy bhi ziada hmin buns milta hy trading sy hm market ko smjhty hn kh market ka rate kia hy osi oy hm trade krty hn or acha buns hasil krty hn osy trade kihty hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading kea hai.

      Forex online business hai jismein ham log kam karte hue Agar hardworking karte hain aur hamare pass Jyada knowledge hai aur information Hogi to ham log Kafi Achcha profile banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading kea hai.

        G Han dear members forex trading Ek bohat bara business Hy Jis main AP mehnat kr k acha profit Hasil KR sakty Hain. AP ko cahhay k mehnat krain r ek Kamyab trade kr k ek accha trade krny ki koshish krain r ek accha profit Hasil krain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading kea hai.

          Forex trading ik online proftable bussiness hai jis main hum trade laga kar is main earning karty rehty hain trading hum world ki stock market per trade laga kar karty hain so apko chiye kay is kay barye ager tafseel say learn karna hai to ap proper forum per mehnat karyn or acha knowledge hasik karyn demo say trading karny ka ilam hasil karyn apko pata chal jiye ga kay trading kiya
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading kea hai.

            ye ak boht hi best buisness hai is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss ho skaty hain aur hamain is forex main kam karny k boht say faiday hoty hain so hamain market main knowldge achi ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum run kar skaty hain it is best job for all
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading kea hai.

              dear friends forex ak boht bari market hai jis main hum apni mehnat say kamiaybi hasil krty hain qk forex main mehnat say hi kamiyabi hoti hai.humin bharpor knowledge hasil kerna chaye.qk bina knowledge ke kamiyab hona mumkin nai.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading kea hai.

                is forex main hamain cah trader banay say pahly is k bary main planing kar k hi umm achi trade karny k kabil ho sakt yahian ru hamain market main bi ifnormation achi ho gi tab hi hum r eal main bi perform karny k kabil ho sakty haina ur hamain is main part time main bi job kar k hi hum sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading kea hai.

                  Forex aik bohat acha online business hai is py ap investment k bghair apni trading start kr skty hain is k liye sb sy pehly apko forum py account bnana hota hai or yahan py posts or threads krny hoty hain us sy bonus earn hota hai jisy phir hm trade main lga lyty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading kea hai.

                    is man hum trader trade kraty hain but hamain is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur forex main up aur down krty hain but hamain markt main is k rules ko mind main rakhna ho ga ta k loss km ho skaty hain aur har koi achi trade kar k hi hum market main bi sucss ho skaty hain it is best job for all

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X