LOss Loss & loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Ap ko agar loss pe loss ho raha he to phir ap trading ko chour dein kuch weeks kay liye real trading ko or demo pe trading start kar dein jis qwajah se loss ho rahah hota he pehly os ko over right karin or phir real start kar dein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      loss bhi must hai because every business have same problems ups ko down me bhi jana prta hai but i think forex me loss ka main reason ap me less patience ka hona hai aur over clever bhi ho skta hai...
      • #123 Collapse

        dear forex aik business hai and har business mai humay profit k saat saat loss ko b face karna par sakta hai is business mai humay har surat mai apne experience k hisaab say he trading karni chaiye agr humay is kaam mai experience nhe hai tw proper information and learning hasil karne k baad he trading ko start karni chaiye
        • #124 Collapse

          Dear ye aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam kareen kyun k ye aik asa business ha jis me hm kabhi bhi loss kar skaty hain isi liye soch smjh k kam karna chahe hmen is business me
          • #125 Collapse

            forex trading mein bohat dafa aisa bhi hota hia ke is mein apko just loss bhi hojaata hai is liye apko chahiye ke ap is mien apne capital ko manage karna seekhen ap tb hi is mien kamiyab hosakte hian.
            • #126 Collapse

              jahan tak mera andaza hah loss hone ki bht sari wajah hain ke ye k ap jb lalch krte ho to ap loss kar baithte ho kyun k greed insan ki sab se bari dushman haha us k ilawa ya to ap k pas itna knowledge nai hota ya experience nai hota jitne ap trading kar bthte ho khud se he apne analysis bna k
              • #127 Collapse

                ni krta tb hum loss ke tarf chala jata haf profit hota hy app is may kafi arasy say kam kr rahay han bata dan. in is lea humen kaam krta wakt apni mistakes ko b avoid krachi broker hein gess mein bhot pise hein forex mein hum tarde karn ka liyen inverstment na chhay
                • #128 Collapse

                  G forex trading business mein ap ko tab hi loss hota hy jab ap ko forex trading ki learning nhi hoti hy aur forex trading ka knewledge experience nhi hota hy aur ap real account mein trading karty han tu is tarha loss hi ho ga aur kiya ho ga agr ap ne bhi mehnat aur hardwork kiya ho aur mehnat aur hardwork se learning knewledge experience hasil kiya ho tu phr loss kiyo ho ga phr profit ho ga
                  • #129 Collapse

                    lerning na hony ki waja sy loss hota hy agr ap lerning nai krty hy to ap ko loss hota hy agr pa ko forex krna nai ati hyto phr ap ko loss hota rehta hy our agr ap forex ko kr lyty hy is ko sahi sekhty hy dil sy is my kam krty hy is my taime dyty hy is my apan experience bna lyty hy to phr is my ap ko pasy hi pasy mmilty hy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #130 Collapse

                      Loss ki sab bari vja lake of knowledge hai ap ko pata he nahin hota ap trading kar q rahy hain market move q kar rahi market main voltality ki vja kia hai ap sirf earning karna chahty hain vo bhi bina learning k agar ap ko learning ho jaye tou ap loss k meaning achi trha pata chal jayeinn gein or is ki or b reasons hain jo after learning he pata chal sakti hain
                      • #131 Collapse

                        Forex market mai loss bohat zada hai likan hum en loss say bah sakty hai. es kay lye hum ko forex market mai learning krna hai tou he hum es market mai loss say bach sakty hai
                        • #132 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qamar1986 پيغام ديکھيے
                          ye loss kyu hota ha is ki sab se bri waja batain???
                          Loss tu ak rading ka hissa ha bhai bina loss ka koiy be trading may success nhi hota ur loss hona ka reason ap kud hein yahni ap say bhteer ya koiy nhi bata sakhta ka apko loss ku howa ya yu khelya ka loss jab hota ha jab galat analysis ka sath trading ki jaye tu ap apna trading style change karen ur kisi achy expert traders say tution lay Forex ki.
                          • #133 Collapse

                            Gee han ye aap ny thk kaha hum aapki bat se agree karonga q k experience boht zaroori hota hai forex main or is k bagair loss he loss hota jata hai
                            • #134 Collapse

                              g han loos or loos is kaam main ap ko is sorat main hota hay jab ap money manegment nai karty or be tuqi trading karty hain or ye hi wja hay ap bht jald loss kar jaty hain or ye kaam bht acha hay or bht sy log is ko daily basis or regularly basis par kar rhy hain mery khyal sy ap ko ye kaam tab tak nai karna cheye jab tak ap k pass is ki proper training na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                My friend loss ki sb sa bari waja ya huti hi experience awor knowledge ka huna bhut hi zeadha zarori hi q k ham ko as bat ka kafi ilam hu jata hi k ham ko kb profite hu ga awor kb loss hu ga zeadha tar log trading ma loss kahty hi as ki asal waja knowledge hi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X