g han dear is forex main hamain mehnt karni ho gi tab hum forex main kam karny k kabil ho sakty hain aur apni mhnt ka phl hasil kar skaty hain aur ar hum is main focus kar k kam nai karien gay tou hamain is main bjaye loss k kuch hasil nai ho saky ga aur hamain market main is k rules ko mind main rakein gay tab hamain faid aho skay aur is k bary main learning kar k hi hum market main kamyab trader ban sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим