Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin
    My dear and respected member ager hamin forex pa loss ho jata hy to hamin usko chor nh dana chiay balkih pher bhe mehnat karni chiay q keh Allah kise ke mehnat ziay nh krta ager loss ho gy to saber sa km lana chiay loss bhe business man ko hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

    g bhi jan aghir hm ko forax man loss a jata ha to hman pychy nhi htna chahiya bl k ohr zyda mhnt kr k kam krna chahiya ku k loss forax man aksr logon ko ata ha bs hman or mhnt krni chahiya
     
    pakistan Zindabad
    • #3 Collapse

      Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

      g bhi jan aghir hm ko forax man loss a jata ha to hman pychy nhi htna chahiya bl k ohr zyda mhnt kr k kam krna chahiya ku k loss forax man aksr logon ko ata ha bs hman or mhnt krni chahiya r dil lga kr kam kr na chahiya
       
      pakistan Zindabad
      • #4 Collapse

        Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

        ji han bhai hmain loss sy mayoos nh hona chahiay bulkh hmain chahiay kh hum or bhi bht ziyada mehnat krin ta kh hmain or bhi kamyabi mily jo members loss ky bad forex ko chor daty hn wh bht ghalat kerty hn un ko chahiay kh wh or ziyada learning krin.
        • #5 Collapse

          Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

          g han dear ye bat apki thk h k agr forex mein haMEIN LOS bhe ho jae to is se pareshan nai hona chahye blk hamien is meinaoni mehnt jari rkhni chaey agr ham mehnt jkrnein ge to ham is mein ache trke se kamayab ho jaein ge or is mein hamein kisi mism k los ka khtra nai ho ga agr ho bhe jae los to ham apne kam mein lge rehein is se kamayab ho jaein ge
          • #6 Collapse

            Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

            Forex trading main agar ap ko loss aa gay to ap ko chahye k ap as main pareshan mat ho aur asay chorny k bary main mat sochen qu k yeh ak acha busnes hy as main hamen aur mahnat say kam karmna chahye aur achay say mahnat karni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

              Forex is traha ka business hai js mein profit bhi ziada hota hai aur loss bhi ziada hota hai profit hum forex mein mehnat aur hardwork kar k aur knewledge aur experience hasil kar k hasil kartay han aur loss hum ko apni galti ki waja se hota hai aur jab forex mein loss ho tu hum ko forex ko dishart ho kar forex ko chorna nahin cahaiye balkay hum ko forex mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur demo account par practice kar k un mistake ko theek karna cahaiye js ki waja se loss hota hai aur jab mehnat karain gay tu kaamyaab bhi ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

                Asalamo Alaikum friends Forex business main agar humain trading karty waqt loss ho jaiy to humain pareshan nahi hona chahiay kyon k business main humain profit bhi hota hy aur loss bhi isi liay humain ghbrany k bajaiy apni mistakes ka solution find karna chahiay takay hum apni galtion ko drust kar k jab next time trading karain to acha profit gain kar sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

                  Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai profit key sath loss bhe hai. Es business mai loss ho bhe jey tou ap ney dishaert nahi hona ap ney es business mai hard working krna hai es business ko under stand krna hai. Jis key bad ap es business mai professional trader ban sakty ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

                    Ji bilkul agar humin forex m loss hota h to hum mhenat krna nh chorna chaye q k loss or profit dono business ka hisa hain agar ap apni mistakes ko dubara repeat nh krin gy to ap ko loss nh ho ga humin apni ghaltio sy sabak sekhna chaye or usi trah apni mhenat ko continue krna chaye q k mhenat krny wala kabi nakam nh hota .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager hamin loss ho gy lakin mehnat jari rakhin

                      g han agar hamen loss ho gaya ha tou mahnat jari rakhen loss se darna nahi chahiye aur na is pershan ho kar business ko katam karna chahiye ye business ka hisa ha aur har kayab trader ko loss face karna parta ha lakin agar wo is se dary ga tou kabhi kamyab nahi hoga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X