LOss ki sab se bri waja ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    loss tb hota hay jab humain leraning nai hoti hay market kay bary main practice nai hoti hay humain low risk main kam karny main loss km hota hay humain demo ki madad say trade kay bary main learning karna ho gi
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      G forex trading business mein loss new trader ko hota hy aur new trader ko is waja se loss hota hy k new trader ko forex trading business ki learning knewledge experience kam hota hy aur wo trading karty han tu loss ho jata hy aur new trader emotional ho kar aur greedy trading karty han is waja se bhi loss ho jata hy aur planning se trading nhi karty is waja se bhi loss ho jata hy
      • #153 Collapse

        sir baat ya ha kay loss ki sub say bhari waja ha experince ka na hona or main ches ha lalach qk agar ham forex ma lalch krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay apkay pas experince lazmi hona chahiye tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye
        • #154 Collapse

          Forex trading business mein jo bhi new trader han un ko is waja se loss hota hy kiok forex trading business mein new trader ko learning knewledge aur experience kam hota hy aur wo trading kartay han js ki waja se loss ho jata hy is liye new trader ko cahaiye k wo pehly forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain phr trading karain loss nhi ho ga
          • #155 Collapse

            Hum jesy new any walon ky pass knowledge kam hota hy dosra main trading ma experience ka na hona bi hy to zahri se bat hy learning kam hony ki waja sy earnings bhi kam hoti hy balky kam k bajaye losses ko face krna parta hy her field ma time struggle and experience chahiye hota hy tab he stop loss hoga pehly losses ko stop krna parta hy phir earing start hoti hy
            • #156 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
              Hum jesy new any walon ky pass knowledge kam hota hy dosra main trading ma experience ka na hona bi hy to zahri se bat hy learning kam hony ki waja sy earnings bhi kam hoti hy balky kam k bajaye losses ko face krna parta hy her field ma time struggle and experience chahiye hota hy tab he stop loss hoga pehly losses ko stop krna parta hy phir earing start hoti hy
              ge han bhai loss ke sb se bre waja knowledge ka na hona he aur jo trader apne forex trading mein ache knowledge se trading krte hien aur apne forex trading mein learning ko acha wqt dete hein aur apne forex trading mein market ko ache trah se handle krte hien un ke trading mein kabhe loss nhe hota he aur trader apne trading mein ache experience se asane se acha profit hasil krte hein
              • #157 Collapse

                Bri trade laga dyna hi sab sy bri galti hoti hy hamari us ki waj sy hi ham ko zeada loss ho jata h jab ham jaldi sy apni trade laga dyty hy us ki waja sy hi ham ko phr loss hota y wasy ham agr sahi soch smjh k kam krty hy to ham konphr itna loss nai hita hy ham achi trading kr sgty hy apni
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #158 Collapse

                  loss ki sab se bardi waja trading business ko na samjna or trading me mistakes karna hi hay, agar traders expernice hasil karty hey to loss ko control kia ja sakta hay.
                  • #159 Collapse

                    loss ki sab se bari waja ap ka learning na karna sab se bari waja tu mere samne ak aur waja lalach bh hy aap in dono k liye es cheez ko boht acha faida haisl karte hain aur apnii life ko set kar skte hian soo ap ko chiaye k ap acha kam karo aru apnii life ko set karo....
                    • #160 Collapse

                      forex trading main loss ki 2 se 3 bare wajah hain ek ye k hum is main lalch ka jate hain doosre ye k hum trading karte how patience ni rakhte jo k bht zarori hai aur 3sre ye k hum ey agar loss hota hai to hum apne istakes ko analyze ni karte hain aur broker ko dsoh daite hain
                      • #161 Collapse

                        Han ap ne Bilkul theek kaha new members ziada loss krty hain is ki bari wajoohat ak to iny ferox ka pori tara se pata nai hota and ye trading ka ziada janty b nai r bari lot laga dety hain r thory wqat me but ziada earn krny ki koshesh krty hain ise waja loss uthty hain
                        • #162 Collapse

                          Jab market acche se nahi Chalti Hai Toh Bahut Sare Logo Ko Jisne Kafi Zyada knows ho jata hai his nose ko recover karna bahut Hai Mushkil aur hardworking wala kaam ban jata hai sab ke liye isme
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #163 Collapse

                            Forex trading business mein new trader ko js ki waja se sab se ziada loss hota hy wo new trader forex trading ki learning k baghair hi trading kartay han js se loss hota hy new trader ko cahaiye k wo forex trading business ki learning karain aur forex trading business mein learning knewledge experience hasil karain phr real account par trading karain tu profit earn kar saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X