LOss ki sab se bri waja ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    lalch puren controly na karn loss ke sub se bure wage he humein loss pure controly karn ke tarde karn cheny lalch pure controly karn ke new tarder achi proft earn karn senkten he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear loss ki sab se barii waja es business mai lalach karna hy ap jab lalach karte ho tu ap ko es mai boht loss face karna par jata hy aur at the end ap loss he loss kar k baith jate ho es liye ap ko aysa nhn karna chahiye,,,
      • #48 Collapse

        ji bilkul loss ki bari waja ya hai ke har koi chahta hai ke mai ziyda se ziyda profit forex trading se earn karo but jo real kam hai jis ke zariye ap forex trading mai success ho sakte hai us par koi tawajo hi nahi deta forex mai sirf ap ko learning par kam karna chahiye .........
        • #49 Collapse

          bhut achi baat ki apne dear friend mai is bare mai apko yeh kahun ga kay loss kbhi bhi khud nahi hota loss honay ki waja hoti hay khud ki ghalti jaise kay stop loss na lagaya ho.
          • #50 Collapse

            Loss karany ki kai wajoohat hain jin main yehan per bayan karta hoon aap kay liye.

            1. Hum trading kartway waqt Laalach kar jatay hain jo kay aik bohat hi galat amal hai.

            2. Hum sabar say kam nahi laitay aur hamari saari mehant per paani phir jata hai.

            3. Hum jazbaati hojatay hain aur loss main chalay jatay hain.

            4. Hum Over trading kartay aur jo kamaya hua hota hai woh bhi loss main chala jata hai.

            5. Hum bohat bari lots ko use kar laitay hain aur phir jald hi apni investment say hath dho bethtay hain.

            6. Hum trading strategy nahi banatay aur andazay lagatay hain nateejatun humain loss hota hai.

            7. Hum stop loss ka use nahi kartay aur phir saari equity gayab hojati hai.

            8. Hum pur aatemaadi ka muzahira nahi kartay aur trade khatray main chali jaati hai.
            • #51 Collapse

              ji han bhai jan apki bat bhi thk he likn ham ager tradng ko thk se mejhen and ham trading ko soch smjh k kam krenge tu hamen akbhi bhi loss nhi hoga is liye hajm trading ko pehle smjhen forex ko smjha hi hamen profit ki trf le jata he
              • #52 Collapse

                dost mere kehyal se loss hony ki kuch wajohaat hen
                1 lalch ki waja se
                2 ziyada leverage ki waja se
                3 over trading karny se
                4 big volume trade karny se
                5 loss ki waja se trade pe trade karty jana
                6 serious ho kar trade na karny se
                7 indicator ko follow krny se
                etc
                • #53 Collapse

                  bhai jan forex trading business men loss hony ki sub sy bari waja ye hy ky logo ky pas forex trading business ka knowledge or experience nahi hota or log luck ko base bna kr trade krty hen jis sy loss hota hy
                  • #54 Collapse

                    loss ke sub se bari waja yahi hai kay bohat se log non experience ke waja se trade kerte hai aur unhe kafi loss ho jata hai iss leye sub se pehle forex may aap practice ker kay apna experience berhai uss kay bad trade kare wo zeada accha hai
                    • #55 Collapse

                      Loss ki sab se bari waja jo mujhe nazar aati hai wo greed hai aur greed ki waja se hum market main loss karte hain. Aik aur waja knowledge ki kami bhi hai aur is waja se bhi hum loss karte hain. lehaza market main first achi strategy hi talash karne ta keh successful hon.
                      • #56 Collapse

                        my dear bother loss ki sab sa bri waja bother ap na forex trading ma hard work nahi ki bother or forex trading ma market kon learning nahi ki bother online ma best real work hy forex trading ga bother
                        • #57 Collapse

                          it is advisable that you start focussing on only one or two pairs of currency, it is always recommended that you stick to one or two pairs only, also another piece of useful advice is to watch all sorts of news events from all the possible countries, you must also analyze all kinds of charts and alerts as and when you get your hands on them.
                          • #58 Collapse

                            g dear mary khyal me to loss ki sub say bary waja kam elmi or greed hay qk as tara say hum as me boat he kam munafa earn kartay hay or as k bad as me loss zida hotay hay
                            • #59 Collapse

                              loss ke sub se buren wage gald baze he log bger sounch samg tarde legy dent he ges se logo ko loss hote he or wo harn mani karn tarde chorn karn chely gent hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                loss es waja se hota hai q k jo new traders aty hai unk pass koi knowlgde ni hota na wo demo ko serious le k us pe practice krty hai esi waja se sb loss mai zaida jaty hai es liye loss se bachny k liye chahyie k phely demo pe practice kry... jb experience ho jaye phr kam kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X