kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?
    forex aik world wide business hain is main education ki koi ehmiyat nahi hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar ky achi earning hasil kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

    Forex trading main acha business karna ka Lia education hona chaiy agar aap ka pass education ho gi tu aap acha Kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap acha Kaam nahi krtay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ka pass kamyabi ka Lia education honi chahiy
    • #3 Collapse

      Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

      G ap ne sahe swal kea hai k kamyab hone k liy kia chewz zarori hai nehnat ya education? Dear forex member ager zindagi mine kamyabi lenai hai ye to dono chezin he lazmi haine kamtab hone k liy is lazmi ap konin dono cheezoon pe twaja deni chahy khas kar forex forum pe...
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

        welcome to pak forex bhai jaan pak forex me itne taleem ki koi zarorat nahe hay agar aap dunya me kahe bhe naokre kare gay to aap ko taleem ki zarorat pare gee.is liye pak forex sub se ziada best hay
        • #5 Collapse

          Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

          My bro bna education ky to forex ko join karna bi both mushkl hy .my bro pak forex main unlimited struggle ky sath sath qualification ka minimum hona zarori hy .jb jak y experience gain ho ga .menth kr ky aour achy knowledge ky sath apny experience ko gain kya ja sukhta hy .
          • #6 Collapse

            Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

            bhai jan agar ham forex business ki baat kren to is main kamayabi ke lye education ki itni zrorat nhi parti jitni ke mehnat ki zrorat parti hai our forex business main is waqt bhot se uneducated log bhi kaam kar rhe hain our earning kar rhe hain.
            • #7 Collapse

              Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

              Forex man kamyab honay Kay liya hamary pas bas forex say related knowledge hona chaiye or ham mehnat kartay rahy to bs kamyabi mil hi jati hay forex pay kamyabi Kay liya education ka hona zaroori nahi hota bas ap mehnti hu or ap forex say related knowledge rakhtay hu hamay chaiye Kay ham forex pay kam kartay rahy isay hamary knowledge man ziada izafa hota hay
              • #8 Collapse

                Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                Mehnat ziada zaruri hy forex py kam krna humate liye khushi ka bais hy ...humen forex jesa husiness hy mai tu buht khush hun mehnatvkrty rahengy tu kamyab hory rahenge
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                  Kamyaab honay ke liye dekhain, aap bilkul theek nahi keh rahay. Education aur mehnat dono cheezein apni jagah hain. Education humein knowledge deti hai aur aap ko kamyaab honay ke liye knowledge hona bohot zaroori hai. Mehnat karna aik insaani fitrat hai ke insaan ko kisi bhi haalat mein mehnat karni he karni hai. Agar aap dono mein se khaali aik cheez karke kamyaabi ki umeed rakhengay toh phir meray bhai aap kabhi bhi kaamyab nahi ho payengay
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                    Kamyab hony k liye education or mehnat dono hi zarori ha agr ap kamyab hona chaty han tu ya best ha ky ap education sa zyda mehnat pa focus kry jab ap mehnat kryy han or mehnat ky sath sath sabar sa kam lyn to iska apko ak best result milta ha is liye humy chaiya ky hum mehnat krun
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                      kamiyab hony k liye education bhe matter karti hai taleem ka hona bhe zarori hotaa aahi magar zarori nahi hai wo log bhe hain jo zeada parhy likhy nahi hain magar bhot acha kama lety hain uski waja bhe yehi hoti hai k wo bhot mehnat karty hain or mehnat k sath apna kam karty hain ,,,hamen bhe cheye k hum sub bhoit zeada mehant k satnh kam karen
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                        Forex aisa business hai jis mein mehnat se kaam kar he kamayab ho sakte hai lekin education hogi tab he hum Forex par kaam kar sakte hai. Education basic hai Forex mein aur Forex mein kamyabi hasil karne k liye mehnat k sath sath achha knowledge hona chahiye aur achha experience bhi zaruri hai jo k zaruri aur bohat ahm hai tab he hum kamyab ho sakte hai
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                          forex main kmaybi k liay education knowledge experience or mehnat seb kuch zaroor hai forex main kamyab k liay pehlay jo karna hota hai wo educaton hoty hai agar hamaray pass education ho gi itny hony chayie jitny hum study ka sake main pehlay samjhta tha forex ko mukhstar forum par hi thora apny zuban main information hasil kar k forex main kamyab hasil kar sakte hai ab 4 years bad mujhay pata chala forex main mazeed kamyabi k liay books b read karna par rahi ha jo zaida tar urdu zuban main nai mle gi english main mojood hai jo main read kar raha ho phir trading main test kar k experience gain karta ho phir urdu main bana kar forum par share kar daita ho ta k mere pakistan members b forex ko achi tarah samjhe
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                            kamyab hone ke liye dono cheeezo ka hona important hai hum education se knowledge jaldi hasil kar sakaty ha jitni education ho gai otni jaldi hum mehnat se knowledge hasil karke forex forum mein achi thread karke acha bonus hasil kar sakty hai.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab hony ky liye education zarori hain yai mehant ?

                              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha Hai Main Itna Kahana Chahta Hun Ki Kamyab hone ke liye marna zaroori hai education jaruri Nahin hoti Kyunki educated main Aise Bhi log Dekhe Hain Jo is bar is waqt Farooq ghoom Rahe hote hain yah sab mehnat ke upar hi depend karti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X