Forex main greed ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main greed ?
    kya forex am greed kar k hum is se achi earning kar sakhty hain ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    is baat main koi shak wali baat nahi hai k forex best business hai lakin agar isi kaam main hum lalch krain gy to humain loss hi ho ga
    • #3 Collapse

      ji nahi dear forex mai hum greed kar kay kabhi bhi forex mai hum agay nahi barh saktay hain and forex mai aapko chaiye kay aap jald bazi mat karen ku kay forex mai aapko chaiye kay tassalli say kaam karo and forex mai greed mat karen takay aap kabhi bhi is mai loss nahi ho............
      • #4 Collapse

        g forex mein greed ho ge tu loss he hoga otherwise knowledge acha hona chiye aur apne emotion ko control krna chiye
        • #5 Collapse

          No dear aysa to mumkin nae hay ager ham forex trading may greed karty han to hamy loss face karna parta hay ager ham forex trading may loss say bachna chahty han to hamy greed say bacha ho ga and discipline kay sath trading karni ho gi
          • #6 Collapse

            G haan, Forex me greed tu hoti hai, lekin Forex me greed sy bachany me hi smjh dari hai, agr ap greed krtay ho tu apko isy control krna pary ga!
            • #7 Collapse

              forex main greed ka koi kaam naheen ahy humain chahye k hum is main kaam akrty howe greedy na hon q k is main greedy shakhs jaldi main mistakes kar dyta hay or is main loss kar dyta hay so humain is main greedy ho kar kaam naheen karna chahye
              • #8 Collapse

                nai mere bhai hum pak forex mein greed kar k kabhi bhi achi earning ni kar sakte.... hamesha lalach insan ko nicha kar deti hai.... or greed karne se insan kabhi kamiyab nai hota...............
                • #9 Collapse

                  Brother forex trading men greed sey door rehna chahiey han albata humen risk lena chahhiey kyon key risk liey bagher hum forex trading men agey nae chal saktey risk len gey to trading ho sakey gi. Greed sey bachney k liey humen target set karna chahiey.
                  • #10 Collapse

                    کرنسی ٹریڈنگ کے بحث بورڈ سرمایہ کاری میں ایک مقدمے کی سماعت کے اکاؤنٹس وہاں نہیں ہے. اور اسی طرح رہ رہے ہیں کھاتوں میں اصل تجارت کرتے ہیں اور تجارت سے شائع کی طرف سے حقیقی تجربے کے بارے میں لکھنا. اور تاکہ کامیابیوں کے لئے کرنسی ٹریڈنگ میں اصل تجارت کرتے ہیں اور تجارت میں اصل کامیابیوں کو حاصل.
                    • #11 Collapse

                      meray khayal say aap gar forex may greed kartay ho to aap ka loss ho jata hay kyu kay market hamesha aap ka sath nahi deti aap ki aik trade to kamyab hoti hay lakin dosari nakam ho jati hay our phir aap ka loss ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        yar hame forex main greed nhai karna chahie kun ke greed ki waja se ham wrong decision le lete hain or us ki waja se ahme loss ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          kabi b nhi ajab api simain greed kary ge apko los sho ga isse bcnhy k leye ap is forex ko learn karain is mai apko hi foida ho ga thanks is leye is main greed nha karain thanks
                          • #14 Collapse

                            nai bhai hum greed k sath trade nai kar sakty and agar karty hain to is main hamain just loss he hota hai is liye is se avoid karain and apny emotion par control karain..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              geeh nahi brother forex ma greed karny sy hum hamesha loss ma hi jaty hain or humary pury month ki mehnat zaya ho jati hai or kafi log forex py work karna chor dety hain jab k hum pury month forex ki posting ko read karty hain or and ma trading karty waqt greedy ban jaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X