trade business main msitakes ko ignore nahi krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade business main msitakes ko ignore nahi krna.
    members trade business main.apni mistakes ko kabhi ignore na kren balke ose correct krne ki koshish kren seniors se mashwara or rabta rakhen apna expereince share krte rahen ghalti par ghalti apko loss ki tarafe jati hai loss sirf sharing se hota hai khud par trust rakhen hamesha learning ko targi den mehnat krte jaen or earning krte jaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

    Forex trading main hum jo mistake karty hain hamen os mistake ko ingnor nahi karna chahye hum asi mistake say ak knowlldge hasel kar sakty hain agar hum as k bary maim sochen to aur hum dobara woh mistake karny sah pahly sochen gay
    • #3 Collapse

      Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

      Ji bilkul aapko Kabhi Bhi Apne mistakes Koi Gila nahin karna chahie Bharti apni mistakes ko Hamesha note karna chahie aur Unse lesson Hasil karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

        Bhai jan main ap ki baat sy agree nai karta Pakistan forex forum main agar ap ki ek mistake ho jati hy to ap ki sari mahnat zay ho jati hy ap ka account wash ho jata hy is liay ap ko chahy kay ap apny mistake ko jalde say jadle improve kar lain tah kay ap ka account wash na ho jay
        • #5 Collapse

          Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

          G han dear trading mai ignor na karain kiyu kay ager ao say koi ghakti hotye hai tu ap ko chye jay ap us kay barye mai bad mai sochain ta kay ap say aik bar ghakti ho bhi jatye hai jub kay dubara kabhi na ho kiyu jay aik he ghalti bar bar kartye hain tu ap ko us ka faida kam he hota hai aur ap aik achye trader ni ban saktye hain ye bat apnye mind mai dal lo
          • #6 Collapse

            Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

            g han dear forex mein trading karty waqt loss any ki aik main waja hy ess mein koi mistakes karna trading mein humy loss hota hy wo humary apne mistakes ki waja sy hota hy ess liye humy mistakes sy bachna chahiye aur agar mistakes ho bhi jayen to en ko ignore nahi karna chahiye balkeh mistakes sy sabaq seekhna chahiye aur improve karna chahiye tab he hum trading mein ache earning kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

              Forex trading main kisi b qisam ki ghalti ko ignore nhi kiya ja sakta. Agar hm ignore karengy to hme loss ka samna karna parega isliye ghaltiyon ko sudharna chahiye ta k hm loss se bach saken
              • #8 Collapse

                Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

                Forex business main trading karty waqt hony wali mistakes ko ignore nahi karna chahiay kyon k agar hum mistakes ko nazar andaz kar daity hain to wohi mistakes bar bar repeat hoti hain jis ki waja say humain forex trading main boht ziada loss hota hy isi liay humai mistakes ka solution find karna chahiay takay dobara trading karty waqt hum say mistake na ho aur hum profitable trading kar k achi earning kar sakain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trade business main msitakes ko ignore nahi krna.

                  Jee bilkul trade business mein aap mistakes ko ignore na karain balkay aap apni mistakes ko apnay aap ko demotivate na honay dey. Balkay ignore karnay se acha hai ke aap un mistakes se seekhay jaisay ke agar aap jaldbaazi kar rahay hain aur phir mistake kar rahay hain baar baar toh aap is galti se yeh seekhay ke mujhe sabar ke saath time manage karna hai aur trades soch samajh kar lagani hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X