Urdu CNIC Card ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Urdu CNIC Card ???
    KY hum i m ain forex ma insta forex amin hum urdu ka CNIC card use kar sakhty hain agr nhi kar sakhty hain to kyu nhi kar sakhty hain ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    insta forex valon ki marzi ha ka urdu id card accept kran ya reject kran.lakan smart card ko scane kran to jaldi i level verify ho jata ha. is lia is problem sa bechna ka lia ap smart card scane kran.ta ka verify ho jaia.phr second level verify krvana ho ga.
    • #3 Collapse

      ji haan dear hum wesay urdu kaa ager nic upload karewn gay to kia faidaa wo expt nbahi hotaa hai ku kay rule hi yahi hay kay hum englsh mai documents upload karen takay forex mai hum apnaa withdraw kama saken and agay barh sakeen wesay urdu kaa bhi option anaa chaiye fofrex mai.................
      • #4 Collapse

        brother insta forex main hum urdu mein NIC upload nai kar sakte kiyon k ye rule hai or ap ko har hal mein follow karna hai warna ap ka account verify nai ho ga or ap trading kar k withhdrew nai karwa sakre apna profit....
        • #5 Collapse

          janab ap insta forex ki verification k liye urdu cnic isliye use nahe kar sakty kyu k yeh aik internation bzns hai aur international level per urdu nahe english ka istemal hota hai so ap apna id card english mei translate karwa kar verification k liye de sakty hein
          • #6 Collapse

            yar hamara urdu ka id card chal jata hai or ham apne urdu ke id card se bhi verify kar sakte hain is main koi masla nahi hai
            • #7 Collapse

              ham ab ap apna urdu nic card send kar sakte ho acconut virefy k liy mera bhi ho gia hai urdu nic akp ka bhi ho jai ga
              • #8 Collapse

                NAhi bhai urdu wala nic accept nhi kartay insta walay, apko smart card he banwana paray ga, ya agar apkay pass passport hai tou wo ap easily scan kar k upload karden, wrna phir apko banwana he paray ga smart card. yae bus insta walon ki policy hai bhai kya kar saktay hain.
                • #9 Collapse

                  forex main sirf english card he use hota hy or verify k lia app ko english card he chahiye es k elawa app ka passport b first level ho sktahy
                  • #10 Collapse

                    Urdu NIC se verification nahi hoti hai lehaza hamain chahiye keh first of all Urdu NIC ko English main translate karwain aur jab translate kar lain to us kay baad us ko Notary Public se verified karwain to zaroor approve ho jaey ga. Agar hum urdu nic hi submit karinge to kuch faida nahi ho ga. Reject ho jata hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      app ki posting main cutting nahi ho gi app ko pora pora bonus dia jaye ga agr app ny posting main 100 words say kam likha yah app ny thread ka jawab thk nahi dia to app ki post detect ho gi yah app per hy app posting kis tara karty hain,,,
                      • #12 Collapse

                        thanks my frnd ap ne bht achi trah guid kia he me ne abi acount verfy nh kia he me abi new hu or forx k bary me achi trah guide kia he me bht jld acount veryfy krna he or hum b aisa kre ge
                        • #13 Collapse

                          ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin urdu ka option nahi hy par wo inki marzi hy or agar hamen withdrew karana hy tou hamen English main hi documents sumbit karwany hongy esky liye smart card scan kara kar bheej sakty hen
                          • #14 Collapse

                            forex kay apny he rules hain jin ki wajha say hum urdu i.d card use nahe kar sakty koshesh karni chahiye kay english i.d card use karain takay humain problem na ho or time bhe waste na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jab ap forex main trading karty hain to ap urdu language ka CNIC istimal to kar liya hain foregin compines ko is language k bary main information nahi hoty kuk wo is ko understand nahi kart. is liya first option english main CNIC hona chay kuk account ko verify karny main koi problem na ho.basically hum pakistani hain aur CNIC urdu language main banta hain jab hum is card koaccount ko verify kany k liya submitt karty hain tu sath english main translate bhi ka jata hain.

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar supra
                              Working...
                              X