LOss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Assalam-O-Alaikum bhai jan mere khyal say am tor per forex trading me loss nahi ho sakta q key ye aik bohat he profitable business hey lakin jin ko loss hota hey us ki main reason knowledge ka na hona aur laluch hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex men loss ki bari waja munasib money management ka na hona hai. hm lalach krte hien .Forex mien hme broker ki traf se ziada leverage milta hia orr ham apny balance k hisab se bari volume ki lot lagae hen. jis ki waja se hme loss hota hai.
      • #93 Collapse

        mere piyare doost ap nai aik acha question kia hai likin mai khud abhi forex forum mai aik naya user ho aur forex mai abhi sirf comments hi kar raha ho es liye mai aap k sawal ka jawab nahe dai sakta sorry?
        • #94 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen kabhi bhi is business me loss k waqt ghabrana nahi chahye kyun k loss se hm is business me kafi achi learning b hasil kar sakty hain
          • #95 Collapse

            It is very good for you to try to be very happy when you arein this business so that you will be able to moneymaker so always try to be very focus at all times
            • #96 Collapse

              agr ap nah bahot loss ki ha tu ap ko cahya kah ap dimo acont par zidah sa zidah parictes karan or market ko ana lyez karan jis sa ap ak acha porafit kamah saktah han
              • #97 Collapse

                gee friends mere hisab se to hamen loss hamari khud ki galti ki waja se hota hai ...... q k hum forex trading me jald bazi kr dety hn jb k aisa ni krna chahiye or dosra hamen es ka proper knowledge hasil krna chahiye or phr trading me jana chahiye ......
                • #98 Collapse

                  kuch log nhi hum log he bs loss kr rahe hain wo is liye k hum new hain trading k asool ka nhi pta zyada loss ho jata hai pta ni lgta lot size ki adjustment hoti hai kuch ni andaza rehta isliye hota hai bs
                  • #99 Collapse

                    loss is often caused because of impatience and greed. when once someone is making good profit, they try to make more money by each passing day and when that one day they over trade, that day turns out to be the unlucky day for them and all their capital sinks. i have seen this with many traders.
                    • #100 Collapse

                      loss ka sab sy bara reason hota ha apni trading ma sab sy zayda lalach karna yani k kkuch traders aisy hoty ha jo k kabi bi ye ni chahte k un ko kam profit ho yani k jjab un ko kam profit ho raha hota ha wo mazeed k chakar ma kam ko bi kho dalty ha isliye loss ho jata ha or loss par kabi ghabrana ni chahye ha ku k loss to forex trading ka hissa ha.
                      • #101 Collapse

                        humein forex main loss ki aik bohat bari wajah yeh hai kay hum iss main achi tarah mehnat nahi kartay. hum iss main proper knowledge kay sath nahi atay aur phir losses hi kartay hain.
                        • #102 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen loss bht zyada hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah loss se bach kar trading kareen or loss se hm tb hi bach sakty hain jb is business me zyada risk nah lyy
                          • #103 Collapse

                            nahi bhai zada tar log to forex ma nuqsan nahi kar rahy mery khyal ma nuqsan to wohi karta hay jisy sahi pata nahi hota kaam ka bary ma app ager knoledge hasil kar ka kaam kary gay to nuqsan nahi uthayue gay
                             
                            • #104 Collapse

                              Forex business me trader ko loss apni mistakes ki wajah se hota he jese ke forex me trading without knowledge and experience ke start karna, low capital ke hote howe bhi big lot ki trade lagana, over confidence me ho ke trade karna, and greedy aur emotion ko control na kar pana, is trha ke boht se reason he jis ki wajah se trader ko forex business me loss hota he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Actually we should be careful during trading, as we normally do the practice on Demo Account, so we dont realize that this amount is given for trial and practice, when we start real trading, when we realize that there are emotion occur when we get loss,so due to our mistakes, we get loss, otherwise, people are earning huge amount from it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X