LOss ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    i think losses in forex is the part of forex trading you could not get rid of losses in forex trading even expert traders got losses in their trading you have to minimize your losses
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein iss k baray mein yeh kahoon gee k bai mein ne abi tradng tu nai ki hein , bt meray khial mein tu lalach hee logon ko loss ki taraf le jaty hein ya phir agr acchay se demo pe practice na ki jahay tu
      • #33 Collapse

        Ioss forex business ka part hy,koun k profit or loss do halaat main ye kaam kr raha hy,is k main waja k log aksar loss he krtay hain logoun ka laluch hy,zeada kamanay k chakar main ganwa beithy hain,agar bachain gy to earn krein gy.
        • #34 Collapse

          loss hum ko tab ho ta hy jab hum ko full elam na ho jab pa kay pass full knowledge nae ho ge to ap ko sahe pata be nae ho ga is ki waja sa aksar hum ko loss ho jata h y
          • #35 Collapse

            dear forex trading me loss ki kuch wjohat ho sakti hain.mere khyal se loss ki wja laluch hio ho sakti ha.or stop loss ki option ka use na karna.but main ziyada ni janta q k main new user hon.
            • #36 Collapse

              isliye keh bohot sarey log isko learn kiye baghair is main enter ho jatey hain jiski wjha se unhen is business main loss hota hey aur phir woh is main kamiyab nahin ho saktey hain.
              • #37 Collapse

                my dear loss humain humari care lessness ki waja sy hota hai ar humain loss hony ki koi waja nahi hai forex bht dehan sy krny wala business hai
                • #38 Collapse

                  loss ap ko us surat mai hoga jab ap apne emotion pe kabu na rakh sken other wise loss nai hoga boht ziada bus ap apne emotion or lalch pe kabu rakhiye ga
                  • #39 Collapse

                    i think k hm loss sa kafi kuch seekhty hain agr aik dafa loss ho jaye to hm next time kosish krty hain k jo pichli dafa mistakes ki wo is dafa na hun so loss sa aik trha ki hmari learning bhe ho jati ha aur hmen himat nahe harni chahye
                    • #40 Collapse

                      dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ko chahye ke ap forex pe trading karne se pehle proper planning karen ta ke ap ko apni skills ko show kar ke apni marzi ka profit mil sake
                      • #41 Collapse

                        ye har karobar main hota hai magar ye nahi hai k ap sirf loss hi is main keh saktey hain kafi traders i sey earning kar rahey hain.
                        • #42 Collapse

                          loss is leye huta hia ak ap k pas wo knowledge beh nhi huta hai ju k tarding main kch profit beh ahsil kerwa skata hai.,is eeye loss huta hia.,
                          • #43 Collapse

                            forex mein log zyada tar loss kar rahyhain coz experience ki kami hai or sabar ki kami hai or ager profit ho jaye to lalach bhi utna hi bhar jata hai
                            • #44 Collapse

                              Dear hmen is business me loss is liye hota ha kyun k hm is business me greed se kam karty hain ya phr is business me hm hardworking se kam nahi karty hain jis ki wajah se hmen is business me loss hota ha isi liye phely is business ko achi tarah se knowledge hasil karo or phr start kroo..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear loss tu aik part ha business ka loss tu hr business me hota ha loss se hi ham bhot kuch sekhte hain loss hi hamen uper bejhta ha tb ham khabhi ni gir skte forex me achi sucess hasil krne ke lye achi hard work bhot zarori ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X