Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren
    dosto forex me kaam krna hy to apko sabr sy kaam lena hota hy lyun k hamesha asa nahi hota k apko serf profit hi ho kabhi apko loss ka samna bhi krna parta hh kyun k forexme trading saer tabhi mumkin hy jab ap apna patience lose mat kren sbr sy kaam len
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

    ager humain forex main trading kerty hoay acha profit earn kerna ha tu humain confidence k sath profit ka intazar kerna chahaiy trading main jalbazi se hum achi earning nhi ker sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

      Han g agr hamy bboot bara loss ho jata hy to hamy bs os ko losa ni samjhna chaheya ku ka ya aik buainess hy eas main loss our profit hota rehta hy ea lia hamy loss sa hemat ni harni chaheya balkey hamy loss sa hemta ka sath kaam marna chaheya
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

        g han friend ager ap ko kabhi bhi loss ho jata hy to saber sy kam lena chahiye
        bhter hy keh ham lot ki sharha kam rakhin
        kiyun keh ager loss ho bhi jay to itni prob. na bny
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

          Loss hony per patience ko lose na hony dena ye eik best trader ki tip hai jisy adopt ker k wo apny maksad mai kamyab hota jata hai so ager him bhi chahty hain k kamybi mioy to sab se phly saber kerny ki alaa sift apny ander peda ker len phr aoko koi bhi hara nhe sakta
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

            Friends aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen kabhi bhi loss hone per Apne patients Ko Nahin Karna chahie Agar Ham Himmat Har Denge To Ham Kamyab Nahin ho sakte Kyunki loss or profit donon is business Ka hissa Hai Tabhi loss hota hai aur kabhi hamen profit Hamen block hone per bilkul bhi Himmat Nahin Harni chahie balke Hamen Apne freshman ke sath kam karna chahie FIR hi Ham MS business se acchi earning Hasil kar sakte hain aur kamyabi Hasil ho sakti hai agar Ham Himmat Har Denge Ham Kamyab ni ho sakhty
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

              Forex ek business hai jis main loss aur profit dono sath sath hoty hai. ager ap Loss karty hain tu us se apko apni mistakes ka pata chalta hai. dubara apko wo mistake nahi karni chahia. take ap apne loss again na kar saky. loss se disheart ho kar kabhi be mayos nahi bethna chahia. aur na hi emotional ho kar apni sari money per ek bara lot lagana chahia. jis se apka sab kuch loss main aa sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

                Ji bilkul aapane yah Baat galat Ki Hai yah sabse bada problem hai traders ka Kyon Jab Bhi Kisi kism ka koi loss face karte hain to uski vajah se vah bahut jyada disappoint Ho Jaate Hain aur Apna patients loose kar Jaate Hain To unko Aisa bilkul nahin karna chahie Kyunki Jab Tak is market Mein patient ke sath kam karte rahenge tab tak vah bahut acche 10 Main Yahan Se profit kam Aate Rahenge no doubt case market mein aapko loss bhi hota rahata hai lekin aapko sabse kam Lena chahie kabhi bhi Sabar ka Daman has mat chhode Kyunki jab tak aap sabse kam Karenge tab tak Kisne Baithe kaam karte rahenge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi loss sy apna patience lose mat kren

                  Ji Bhai aap Sahi kah rahe hain Hamen loss hone per Sabar karna chahie aur aur mehnat Karni chahie aur Jitna ho sake Forex ke bare mein knowledge Hasil Karen aur mehnat Karen Himmat na Hare roz ka kam roz Karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X