Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya
    Friend and sweet friend ham ko jo pak forex form waly bouns dety hai kiya ham os ko Traiding main use kar k jo os sey ham ko profit hota hai ham foran os profit ka withdraw lay skty hai ya nahi app main sey koi bhai janata hai yeah ja nahi ???
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

    dear g ham aisa kersakta hein agar hamray sar k saray documents verify ho gay hein to is main ham ko chye k ham ko phelay phel mehnat kartay rahna chye ham ko more profit k baray main nahi khyal karna chye is main agar ham aisa kertay hein to is say bhi more ham ko bonus hasil ho sakta hay .
    • #3 Collapse

      Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

      G han apko bonus main jo trade lagaty hain us per jo profit apko hasil hota haiwo ap jab chaiyen nikal waa sakty hain bas ap bonus nahi withdraw karwa sakty hain so zarori hai kay loss na karyn ager bonus say loss hogiya to use rcover karna bhi zarori hota haibor profit oper jitna bhi ho wo ap withdraw kar sakty hain so zarori hai kay achy say kaam karyn
      • #4 Collapse

        Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

        Asalamu Alaikum friends
        Gee han instaforex say ap apna just profit withdraw karwa skty hain laken us sy phly ap ka account proper tariky say verify hona zaruri hain.
        • #5 Collapse

          Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

          g han dear wo profit ham nikwla skte hain baki bonis ko to ham nai nikwla skte is mein hasil hone wale profit ko ham nikwla skte hain is lye hamein chahye k ham bonis acha bnaein or is se acha profit hasil krein phr us ko jb chahein ham nikwla skte hain
          • #6 Collapse

            Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

            jab tak aap is baat ko nahin samajh sakte kya aap ko jo bhi kaam karna hai kisi saheb ke sikkon ke sikke kahan se karna tab tak aap kisi kisi kism ki Koi Kam nahin kar sakte hain aur aapko kisi kism ki Koi chij kabhi jhooth nahin hogi isliye main 6 gcam forex trading co hamesha ke liye sath ke sath acche acche se lekar chalta Rahe lekin ham log is baat ko samajh nahin Rahe hote Jo bhi kam karnetab jakar message ki samajh aati hai jab hamare upar se Pani chuka hota hai aur ham is baat ka samay nahin rahe the Kya aap Jo bhi kam kar rahe hain vah bahut accha tarika bhi kar rahe hain aur aap Kya kaam ke liye lekar chalte Rahe
            • #7 Collapse

              Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

              is forex main apny profit ko withdraw krwa skaty hain so hamain is forex main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain faida ho saky ga tab hi hum real main sucess hon ga it is best job for all the peoeple
              • #8 Collapse

                Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

                han g is main apni mney ko kisi bi waqt withdraw karwa skaty hain is main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trader banany k lye learning karni ho gi aur hamain market main bi information hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum kamyb ho skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

                  forex aik international business hain ham is main trading karty hain or hamy is ka bonus milta hain or ham is bonus ko apny skrils account ki madad sy with draw karw sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

                    is forx main hamain planing kar k hi hum sucss ho skaty hain aur is forex main trend ko use kar k hi hum achy say trade karin gay apni skrill account say apni money ko withdraw karwa sakty hain but hamain markt main bi is k rules ko mind main rakh k hi hum real main bi perform kar k hi hum real main bi trade karein gay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Bouns sey jo Traiding main profit hota hai wo ham foran niklwa skty hai kiya

                      aji friends aapka ek mahine mein jitna bhi aap bonus banate hain agar aap use bolna usko bedrock kamana chahte Hain to aap karva sakte hain ya koi itna mushkil nahin hai na yah shart hai kya aapko yah bonus nahin Mil sakta aap apna har mahine nikalwa sakte hain aur ismein Koi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X