Dear pak forum ak bahut acha platform hai kafi dafa us trah hota hai ka hamara bonus thora ata hai aur ham kya krta han ka us ko bagair analysis ka tuka sa he laga data han aisa blkul nea krna chaya ham ko chaya ka ham forum pai apna kam ko jari rakhen next month jo bonus ap ko mila ga us main ya wala mila kar phr acha sa analysis kr ka trading kran ga tu fiada ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим