Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...
    A.o.A dosto forex trading aik bhot hi acha business hay jis ma earning ki koi limit nhi hay aor hum is say be-shumaar paisa kama saktay han laiken is kay liye humay dil laga ker mehnat kerni hugi kiun kay jab tak hum mehnat nhi karay gay kamyabi mumkin hi nhi hay aor jo trader is ma dil say kaam nhi kertay wo serd apna time waste ker rahay han is liye jis jis say forex market say profit lena hay osay chayi kay mehnat aor lagan kay saat kaam karay ta kay profit confirm hu jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

    Jihad dear friends main aapki baat se bilkul aagrah karta hunaapki baat se aagrah karta hun jaisa ki aapane kaha hai ki jo kam ham Dil se karenge vahan mein ham Kamyab honge Agar ham dil se nahin karenge kam to ham Kamyab Nahin honge ham aise hi rahenge na kam Agar kam Karna hai to Dil lagakar mehnat se karen to Kamyab ho jaenge kamyabi hamesha mehnat se hasil hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

      Assalam o aalikum
      G han bhai ap ny sahi bola hy pkistan pk forex min kamyaab waho jo dil sy kaam kary wahi kamyaab ho sakta hy pkistan pk forex ik acha aur international kamyaab busness hy hum is online ho ka kaam kar sakty hin bas agr hamin is min kamyaab hona hy to ahmin is min dil laga kar kaam ka daoran apny mind ko ffresh rakhna bhut zaroori hy jis hum achy sy kaam kar acha boness hasil kar sakin aur acha profit bhi agr hum forex min dill lga kar kaam nahin karin gy to hamin kamyaabi kambhi bhi nahin milti isi lia kamyaab hony k lia hamin mhenat karna bahita zaroori hy ..
      • #4 Collapse

        Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

        How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business me khamyabi hasil un ko hi melti hy jo lig forex business me dil sy km krty hy agr wo log dil dy km ji key gy phr un ko khamyabi hasil ni ho gyi agr ham ko khamyabi hasil krni hy to phr ham ko chiya ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me
        • #5 Collapse

          Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

          G dear ap bilkul thek kha rha hy ka kamyab wohi hy jo dil sa kam kar rha hy dosto is main ap ko apni mehnat sa kaam karna chaya na ka kisi ki nakal kar ka aur ap ko apna kaam dil sa karna chaya jab tak ap ka andar koi kaam karna ka jazba payda nhi ho ga tab tak ap kamyab nhi ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

            Gyan Sar aapane bilkul sahi Kaha Hai Vahi Hota Hai Jo Dil lagakar kam karta hai aur Pakistan Forex ko time bhi deta hai agar Ham Bhi Tanha bahut Na Chahe To Ham bhi Kamyab ho sakte hain lekin Ham Pakistan Forex form ko time nahin dete isiliye Hamen time Dena chahie Taki Ham Kamyab ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

              hamy learning gain kar ky forex mai mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kamyaab Wohi Han Jo Dil Say Kaam Kar Rahay Han...

                Jo Insan dil se kam karta hai use Jarur Kamyab hota hai Kyunki Uske kam Mein Koi lalach Nahin Hoti vah mehnat Karke kam karta hai aur imandari se aur jo Is Tarah kam Karega ko Jarur Kamyab Hoga aur jo Insan lalach Karega vah Kabhi Kamyab Nahin ho sakta
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE

                اب آن لائن

                Working...
                X