Is Forex trading hard buisness...??? It's true
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is Forex trading hard buisness...??? It's true
    Asalam o Alaikum
    Subha Bakhair
    Dear all forex Member
    Kia pak forex buisness aik hard buisness hy ya nahii iss k bare koi views den..??? I don't know
    Mjhe tu bhot easy buisness lagta hy aor ap ko kaisa lagtaa hy...???!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

    g han apne theek kaha 1st time forex business bhot hard lagta hai lekin jab jab ham is business main apna waqt guzarte hain to hamain is ka experience ho jata hai our ham is main achi earning karne ke qabil ban jate hain.
    • #3 Collapse

      Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

      Dear friend totally Baat interest Ki Hai interest Lekar Kisi bhi kam Mein mehanat ki Jaaye To kamyabi Mil Jaati Hai...
      • #4 Collapse

        Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

        assalam o alaikum bhai jan ap ny bilkul thek kaha hai pahly pahly pak forex men trading boht hard work nazar ati hai kaken sath hi sath jb humen is ka experaine ziada hota jata hai to yah easy lagny lagta hai work yah mahnat wala kam hai ziada profit k ly humen trading par nazar rakhna chahye takah loss na ho jay
        • #5 Collapse

          Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

          forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kaer sakty hain forex jasa koi or business nai hain
          • #6 Collapse

            Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

            forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

              koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum cahi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain is forex main kisi bi waqt trade kar k hi hum real main bi sucss hon gayy tab hi hum run karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                is forex main hamain kam karny k lie learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur koi bi kam mushkil ya asan nai hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur forum main is k bary main anlsye kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyb ho sakty hain aur fiada hos aky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                  dear har kam thora sa mushkil hota hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earning karein gay aur hamain is forex main trade kar k hi hum real main bi sucess hon gay aur hamain markt main bi ansley akein gay tab hi hum real main bi trade karni ho gi aur demo main practice ar k hi hu sucess ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                    forex aik international business hain hum is mai pairs mai or currency mai trading kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamyabe hasual ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar si maai kam kar sakty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                      Wa salam bhai..
                      Bhai pak forex bouth he acha or bouth he acha bussniss h as ma kasi kism ka koi bhe msla ni h or yah dosray kamo sy kaynhi zaida acha or pasy dany wla platform h .shukryia
                      • #12 Collapse

                        Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                        w salam g han forex buisness easy lgta hai lekin un k lia jo is main interest lety hain ar un main koi drnh hota k hmn loss ho ga wo hmesha acha sochty hain ar kamyab hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                          vo kaaam mushkil hota hain jo hard work k sath na kiya jy and jo mehant k sath na kiya jy aagar koi forex trading ko dil laga k kaam kare gy tu haar koi forex traidng ko easy bana skta hian haar ek trader ne phly forex trading ko learn kiya hai agar kisi kaam main koi intrested na ho tu kabi b koi b us kaam main kamyab nhe ho skta hain and na he us main koi earning hoti hain forex trading main work karne k liye phly learn karna tu banta hain trading karna hain tu earning karne k liye hard work karna hoga bina hard work kiya koi kamyabi hasil nhe kar skta hain and haar ek kaam us person k liyee tough ho jata hain jo learn nhe karta hain jo learning k bin akaam start karta hian vo loss kar deta hain and loss kar k kuch skirll hasil nhe karta hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Is Forex trading hard buisness...??? It's true

                            I think hard hai iss mein market ko smjhna kafi mushkil hai kbhi LG kuch Raha hota hai chart ke mutabik but hota kuch aur he hai market aik trf jati jati yak dam kisi aur trf Jane lgti hai I think

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X