Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga
    Dear friends kuch traders stop loss use nai kartay aur woh sochtay hain kah market ketna hi opposite chali jaay but profit main zarur wapes aay gi, so aisay traders ko lot size kam use karna chaheay ta kah jab market loss main bi jaay to account wash honay ka risk na ho aur trade ko profit main anay ka moka mil sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

    han bhai her trade main mery khayal main stop loss lgana asan nh hy q kh is sy bht ziyada loss bhi hota hy bus hmain yh ker chahiay kh hum lot size bht kam use kerna chahiay ta kh is sy hmain faida ho lakin loss na ho.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

      Forex mein agr hum koi trade open kartay han tu us mein stop loss ko laga kar trade open karni cahaiye kiok stop loss buht ziada loss se Bach saktay han aur stop loss se account wash nahin hota aur agr stop loss use nahin karna tu hum ko cahaiye k hum apni trade mein lot size kam use karain kiok is se bhi loss aur profit kam hi hota hai lakin stop loss zaroori hai is ko lazmi lagana cahaiye
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

        Lot size Itna Rakha Jaaye ke stop-loss ki jarurat Hi Na Pade Apna allot size kam hi lagaen behtar rahata hai..
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

          g han dea sahe kaha hy apne hr trade main hm stop loss nh lga skty q kh is se loss bhi ho skta hy islie loss se bachne k lie hmen lot size km use krna chaye r is trah risk bhi km hoga r hm loss se bhi bach sken gy islie stop loss ki bjay lot size km hona chaye
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

            YeS LoT SiZe KaM RaKhNa ChahYe PaR StOp LoSs BeSt HaIn Forex TRading MAin HAmen Chahye Ke Ham IS Mian Har TRades Main StOp LOss KO ZAroor Shamil Karen Aur Is Main StoP loSS TradinG MAin BUhut Ihmiyat RakhTa Hain Aur Hamen ChHAYe Ke Ham Is MaiN Stop Loss UsE Karen AUr Is Main Stop Loss Use Karne Se Hamra Account BalaNce SAfety RehtA Hain
            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
            :1f4af:
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

              Ap ki bat sahi hai but humko lot size be kam rakhna chahia aur stop loss be use karna chahia. keyon k market main kuch levels hoty hai support ka resistence ka jab wo breakout hota hai to market long time k lia uder nikl sakti hai. humko wahn stop loss use karna chahia. keyon k ager hum wahn se trade se bahir nahi ayta hai to hum zyda time k lia loss main atk jaya gain. lot size chota be ho tu stop loss zroor use karain.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

                I Agree 100% Dear Ke Bohat Dafa Aisa Hota Hy Ke Hum Stop Loss Nai Use Karte Or Market Bohat Against Jane Ke Bad Bhi Umeed Karte Hain Ke Wo Wapas Aigi Magar Aisi Soorat Me Jesa Apne Kahan Ke Lot Size Kam Hot Tou Possible Hy Other Wise Market Agasint Jaker Wapas Bhi Ati Hy Magar Zada Lot Size Ke Waja Se Humara Account Wash Hojata Hy.
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                  Dear friends kuch traders stop loss use nai kartay aur woh sochtay hain kah market ketna hi opposite chali jaay but profit main zarur wapes aay gi, so aisay traders ko lot size kam use karna chaheay ta kah jab market loss main bi jaay to account wash honay ka risk na ho aur trade ko profit main anay ka moka mil sakay.
                  Aap kya hai lot size small bhi use Karen lekin stop-loss Jarur use Karen Kyunki sometime market ek side per bahut jyada hi Chali jaati hai aur Agar Hamare trade Ke Chali Gai to loss bahut jyada hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss use nai karna to lot size small rakhna hoga

                    wesy tu hamain stoploss ka istamal karna chahye yeah humary lye acha hota hai stop loss se humray account ko wash hony ka koie khatra nhan hota hai.our jin ke big account hain woh beshak stop loss na lagie agir un ko loss ho bho jaye char din cover ho jata hai pehlay tu ap trading our pair ka taar meel sumjhy phr trading karna sharoon karin

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X