Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.
    assalam o alaikum dear member men yah pochna chah rha tha kah agr hum ziada trade open kr den to kia humen loss ho sakta hai .mery khayal sy humen ziada trade open nh krni chayen q kah is waja sy loss a sakta hai aur ziada loss ki waja sy account wash hi sakta hai lihaza pak forex men ziada trade open nh krni chahen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

    g han apne theek kaha ham jitna zyada lot size rakhain ge hamain utna zyada loss ho sakta hai our hamain ek hi waqt main sif ek pair par trade open karna chahye jab 1 se zyada pair par trade open karen ge to hamain loss ho sakta hai our account wash ho jai ga.
    • #3 Collapse

      Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

      Dear brother pahli bat tu yeh hey k forex trading men aik waqt men aik hi trade open karni chahiay lekin jo log jaldi aur ziyada profit lenay ki koshish kartay hen aur 3 ya 4 trades laga detey hen aur trend change honay ki waja se bara loss uthatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

        forex aik online business hain hum is mai trade place kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai ache quality ka kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy gae forex aik amm business ke nisbat acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

          Pakistan forex my agar ap sahi tarha sy ap trading karty ho or ap ki satatigi achy to ap ki trade lose my nahi jaya gi
          • #6 Collapse

            Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

            forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai aamount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam akr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maio bager pasiao ky account bana akr be ka mkar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ag
            • #7 Collapse

              Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

              is forex main utn hi trade open karni ho gi jitna hum is main acha bonus hasil karein gay aur hamain market main kam karny say pahly is k ruules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucss hon gay aur hamain demo main practice kar k hi hum is forex main bi trade kar k hi hum run karien gay it si best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                is forex main hamain planing kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain loss tabi hoti hai jab hamain is forex main demo main practice nai karty hain so hamain is k bary main learning akr k hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain faiada ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                  forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hite hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is ma market ka balm nah hota forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                    Dear member forex Mein trading karna yaa zyada order lena koi masla nahi hai lekin Hamen zyada knowledge bhi Hona chahie Kyunki Agar aapke pass knowledge Nahin Hoga aur aap trade Jyada Laga Doge to isase aapko yakin Hai Tor per Los hi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                      AoA,
                      .dear friend ap ny bht achi bt ki h, Forex mai kamyabi hasil krny k liy ap ko chahye k ap Forex mai trading krty huy aik time mai aik trade lgaen, aur aik trade p twaju focus kren, jo trade open h, usi p gor kren ta k ap ko profit ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                        G han forex trading man ziyda trade opne kar na loss ka sabab ban sakta hai agr ap ko trading ky bary man eaxpirense hai to ap ka acount bara hai to ap ziyda trade opne kar sakty hai agr ap ka acount chota hai to ap ziyda trade opne nhi kar sakty hai loss nh ho liy soch samjhe ky trade opne kar ni chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                          Han sae bat ha humy ak time na zyda trade nahi open krny chaiya humy chaiya ky hum forex pa soch smjh ky dehn sa trading kry ir ase trading kryn ky apko loss na ho ak time ma humy chaiya ky hum ak hi trade open kryn taky apko loss na ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pak forex men ziada trade open krna loss ka sabab ban sakta hai.

                            yes forex trading main zyada trade ko open karna loss ka sabab banta hain apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiyehain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len apko is mein loss nahi hoga aur over trdaing ka matlab loss ko invite karna hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X