post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai
    last 2 sy 3 month me bhot sy logon ny pak forum ko join kya hai or mahnat bhi ki hai but bhot sy new member ko bonus acha nhe mela hai us ki waja ye hai kah un ki post ki quality achi nhe hoti kuch log ko experience he nhe hai posting karny ka. agr ap posting mob pe kar rhy han to kam sy kam apki post 5 sy 7 line ki honi chahye or agr ap posting pc ya laptop pe kar rhy han to apki post 2 sy 2.5 line ki honi chahye 2nd to the point rahna chahye thread kay mutabiq he repkly karna chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

    Post ki quality ko hum is main mahnat kr ky aur acha knowledge aur expriene hasil kr ky post ki quality ko gain kr saktay han aksar logon ko bonus kam millta ha is ki waja ya ha kay us ki post ki quality bhaot zead achi nhi hoti aur aur un ki mistake bhaot hoti han aur hamain chayie ky mahnat karain aur informative post karain
    • #3 Collapse

      Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

      post ko our threads ke quilty ko behater banana ka lia hamrey pass bhoot acha knowldge ka hiona zarori hy agr ham posting mian ya threads main thura bhoot time bhe apnay mind ka istmaal kar lain to ham bhoot achey threads our post ke quilty o behat banana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

        Post ki quality ko Behtar banana Chahte Hain To Fox ke bare mein knowledge ko improve Karen knowledge banaen..
        • #5 Collapse

          Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

          Dear friend hum forex pakistan forum mein ju bhi posts karein tu us ki quality achi honi chahaye q k dostu humein ju har month es business mein bonus milta hai who es bunyaad par milta hai k humari posts ki quality keisi thi achi thi ya buri thi dear friend hum apni posts ki quality ko es tarha acha bana saktey hain k hum ju bhi posts karein us ka topic acha ho.
          • #6 Collapse

            Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

            is main hamain learning karty hi rhna chahye so hamain market main enter hony say pahly is k bary main janana bht hi zarroi hota hai so hamain is k ruules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain market main bi knowldge k begair hum kuch hasil nai kar skaty hain so hamain faiada ho saky ga it is best job for all
            • #7 Collapse

              Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

              sab say pahlhy is main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur posts jitna acha karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain market main bi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main knowldge k begair hum kuch hasil karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

                G bilkul dear members jab tak threads quality pr consist nh hoge to wo kcy acceptable hoge ,agr threads ghheer mayari hoge to logo k comment bh gheer mayari hongy r es trah to ye business nh chal saky ga r esk bannd hony k chanse bh hen .eslye apni threads ki quality wla bnaeen tahkeh juniors ko bh help meley r apko a6a bonus.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: post ki quality ko kesy behetr kia ja sakta hai

                  Dosto ham ziadaa ache tareeqe we kaam Kar ke post ko better se better bnaa sakte hai aor dosto hame post Kam az Kam 4 se 5 lines zuroor type krni chahiey taa keh hamaara bonus ziadaa aye aor ham profit kmaa sake.........
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X