forex pa mehnat karin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex pa mehnat karin
    My dear and respected member hamin forex pa mehnat karini chiay q keh Allah kise ke mehnat ziy nh karta to pher hamin mehnat karni chiay ham jitna mehnat karin gy uthna zayda bonus hasil ho ga aur us sa acha profit mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex pa mehnat karin

    ji han bhai mehnat sy hi kamyabi mumkin hy hmain chahiay kh hum forex trading main itni ziyada mehnat krin q kh wh mehnat hmari rang lay or hum trading kerny main kamyab hon gy bhai hmain mehnat ki sakht zarorat hy.
    • #3 Collapse

      Re: forex pa mehnat karin

      aoa ji bilkul humy forex pak par mehnaat karni chahiye or humy apni menhnat ki income lyni chahiye q ky ya hum ghar bethy bahoot kuch dyti ha humy jitna bhi ho saky forex py mehnat karni chahiye or apni income secure karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: forex pa mehnat karin

        Ji di aapane theek kaha hamen forex mein mehnat se kam karna chahie posting karni chahie forex Mein kisi ki mehnat zaya nahin jati forex ek bohat acha business hai
        • #5 Collapse

          Re: forex pa mehnat karin

          Kise be business main kmyaab hone k lia us main hard work karna zrori hota hai ager ap mehnt se learning karty hain ager ap mehnt se demo per practice karty hain tu ek na ek din ap zroor kmyaab ho jaty hain. Forex main ager ap apni mistakes ko cover karain gain tu hi apko fyada ho ga ager ap bar bar mistakes ko repeate karain gain tu ap ko again again loss ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: forex pa mehnat karin

            Forex trading bahut hi Achcha business hai is Mein earning bhi acchi hai members ko chahie ke mehnt Karen aur Kamyab Banai..
            • #7 Collapse

              Re: forex pa mehnat karin

              g bilkul hamen kamiyabi k liye forex par bhot mehnat karni cheye ,,hum jub forex par mehnat karty hain hum bhot jaldi kamiyab ho jaty hain,,,forex main hum sub ko bhot mehnat karni cheye
              • #8 Collapse

                Re: forex pa mehnat karin

                G han bilkul hmin forex ho ya koi or kam hmin hr hall mn mihnat ka damn nhi chorna chahiy hm forex mn jitna mihnat krin gy hmin otni hi kamyabi mily gi hmin otna hi acha profit mily ga kamyabi k liy hmin ziada sy ziada mihnat krni chahiy takh hm ziada sy ziada kamybi hasil kr skin or acha profit or acha buns hasil kr skin
                • #9 Collapse

                  Re: forex pa mehnat karin

                  forex aik international business hain ham is main trading karty hain hamy is main hard work or mehanat sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex pa mehnat karin

                    jee bahi ap ne bilkul theek kaha Allah hmari mehnat ko kabhi bhi zzaya nai karta or hmen mehnat ka phall aik din zaroor milta hai is k liye apko thora wait karna hota sahi time pe sahi waqt pe apko apki mehnat ka ajar zaroor milta haior forex main agr ap mehnat karen ge jitni zyada mehnat karen ge utni he jaldi apko sucess milti hai or apkamyyab hoy hn
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex pa mehnat karin

                      Ji ha mary dosto forex min hum jitna zida mhnat kry gy humy itna zida profit hassil ho sakta hy to uss lay humy forex pr zida sy zida mhnat kry ta kha humy bhut a6i earning honi chahy aur mhnat kbhi zya nhi hoti

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X