<Can we predict our mistakes>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes there are certain rules and regulations which can be useful to follow if we really want to achieve the success in trading.so its not tough to follow them rather it could give us right way to follow our dreams
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear agar hum mistake karna forex ma kam kar dae to acha earn kar sakta hay is lia mistake sa is lia mistakes ko control karien taka forex ma apna pasaa ko save kar sakhen
      • #18 Collapse

        well my dear friend, meray khayal say koi apni mistakes predict tou nahi kar sakta hai han wo apni mistakes ko rectify kar sakta hai aur apni mistakes say lessons avail kar sakta hai ta kay wo future mein apni mistakes ko repeat na karay aur kisi baray loss say safe reh sakay...
        • #19 Collapse

          dear ager ham apni mistakes ko theek kahr lain gay to yakeenan ham yahn par tarde kar payena gay or ham aika chi eanring gain akr payen gya
          • #20 Collapse

            ji han app ki bat sahe hy kay jab app apni ghalti ko man late ho trading may to app os ghalti ko pir nae karte or app jab os ghalti ko dor karni ki koshah karte ho to app ki learning os sa bht he ache ho jate hy is waja sa apni ghalti ko mana bht he acha hy
            • #21 Collapse

              insan k gltiyan insan ko bht kuch sekha deti han jo k lazmii hai jab insn ko us ki gltiyon ko ehsas hota hai to wo dubra ase ghlti ni kerta blke sudherta haii
              • #22 Collapse

                brother predict karna ka toh pata nahi haan agar aik trader khud par koshish karey aur apney mistakes se seekhney ki koshish karey toh woh bohut kuch seekh saktha hai aur dobara woh mistake na repeat karey.
                • #23 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum jo log apni mistakes ko tasleem kartey hen aur bar bar apni mistakes ko repeat nahi kartey hen bal kay apni mistakes ko fix kartey hen wo forex trading kay business me success hasil kartey hen.
                  • #24 Collapse

                    jab mistake mujh say kabi ho jye to main stop loss ki waja say buch jata honor mai apni mistake ko talash karta hon k loss q howa hai or main ainda es say kasey buchu ga
                    • #25 Collapse

                      trading me mistakes karny waly trader loss ko face karty hey hamara trading me me successful hona hamari trading me mistakes na karny par depend karta hay
                      • #26 Collapse

                        hamain apni ghaltion ka ihsas karna chahiye aur in ko khatam karna chahiye ta k ham sey ye dobara na ho sakain.
                        • #27 Collapse

                          apni mistake ko perdict karna forex ke business mein thora mushkal hai uski waja ye hai ke forex trading mein mistake karny ke baad hi pata chalta hai ke meiny mistake kahan par ki but jo kafi expert trader hoty hain unky liay mistake ko perdict karna itna mushkal b nai hai or wo soch samj kar hi trade enter karty hain aaap ko b chaiye ke trade enter karny se pahly pura jaiza lein or phir trade mein entry lein
                          • #28 Collapse

                            For beginners, I think it is necessary to work with small amounts at first, use bonuses. Usually quick understanding of the market does not come.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              humain is main agr kam karna hay to achi earning hasil ho sakti hay is main demo ko use karna ho ga is main khud anallysis kar kay demo ki help say kam karna ho ga ta kay market main loss km say km ho sakay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X