Parshani main trading nahi kray

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parshani main trading nahi kray
    Aap jab tanshion main hotay hai tu aap uss time trade kray gay tu aap ko zayida loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani main kabi trade nahi karna chaiy aap jab relax hon tab aap trade kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar tanshion main kray gay tu aap ko nakaami ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parshani main trading nahi kray

    ji hamain chayie ky pershani main trading nhi kerni chayie agr hum tention main hon gy to hum trading karain gy to hamain bhaot bara loss ho ga aur hamain chayie ky trading kertay wakt active ho kr dil sy kerni chayie agr hum active ho kr hazir demag kr karain gy to hamain bhaot acha profit ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Parshani main trading nahi kray

      G sahi kaha forex trading main hmesha apne fresh mind se active mind se trade open karni chahia market ko analysis karty waqt apna full focus market per hona chahia take ap kise be ulgen se kise be pryshani ki vaja se apni wrong trade na open karain. keyon k wrong trade wrong time per open hone se apka account boht loss main aa sakta hai jisko cover karna apk lia mushkil ho jaya ga. is lia hmesha fresh ho kar market ko analysis karo.
      • #4 Collapse

        Re: Parshani main trading nahi kray

        Dear jub bhi ap nay trade lagna hai tu ye yad rakhain kay ap kabhi bhi oarshani kay alam mai trae na lagain kiyu kay ager ap kay dil mai kuch chal rha hai tu kafi masla ban sakta hai yani jay profit kay chance kam rhye jatye hin per tu es mai
        • #5 Collapse

          Re: Parshani main trading nahi kray

          g han pershani may trading nahi karni chahiye kyu kay pershani may ap ka mind us pershani may hota ha aur ap trading karen gay tou kaam sahi nahi hoga aur loss ho jaye is liye trading kay waqt mind ko fresh rakhen tab hi kamyab ho gay ap aur achay gtrader bane gay
          • #6 Collapse

            Re: Parshani main trading nahi kray

            Ji bilkul Agar aapko Kisi baat ki pareshani ho to aapko trade Nahin Karni chahie besabar se kam karna chahie to aap jab tak tension Thi Na Ho Jaaye tab tak trade mat Karen
            • #7 Collapse

              Re: Parshani main trading nahi kray

              Dear friend aap bilkul theek kah rahe hai Forex Mein Ham Sab members ko chahie ke trading ke dauran Pareshan Nahin Hona chahie aur pareshani ki halat mein Forex Mein train Nahin Lagani chahie Agar Ham products Mein pareshani ki halat mein trading Karenge To Ham Kuchh Bhi Hansi nahin kar sakte Forex trading Ek bahut Achcha online business hai iske liye hamare pass confidence Sabar aur Himmat Ka Hona bahut jaruri hai agar Hamare Paas Hi chijen hongi to hi Ham Kamyab ho sakte hain aur acchi trading kar sakhty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Parshani main trading nahi kray

                Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k forex trading ma humy sub member ko chaya k perashani ma trading na kary agr hum perashani ma trading kary gay toh humy loss hi ho ga is lea humy sub member ko chaya k forex ma bilkul relax ho k trading kary phr hi hum acha profit hasil kar sakhty han or kamyab ho sakhty han is lea sub member ko chaya fresh mind k sath trading kary phr hi hum acha profit hasil kar sakhty han keu forex bohat acha online or profitable business ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Parshani main trading nahi kray

                  g haan humain forex mein pareshani ki halat mein tarde nae leni chaiye kyun k is mein humein pareshani ki halat mein agar trading karte hain toh huemin is mein buaht zayda loss hota hai aur loss huemin buaht loss ho sakta hai bas jab bhi trade karein pursukoon ho kar karein....
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Parshani main trading nahi kray

                    Jab Ham Kisi vajah Se a Pareshan Ho To Hamen main trading Nahin Karni chahie Agar ham pareshani mein trading Karenge To Hamen loss hoga Kyunki ham Apna Dhyan trading per Nahin De Sakenge aur aur trading karte waqt acche mind se a kam karna jaruri hai Fir Bhi Ham Kamyab Ho Sakenge
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X