Knowledge , dilchaspi se ata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge , dilchaspi se ata hay
    Pyare dosto nalage hamesha dilchaspi se hi aaega sab doston se guzarish hai ke Jo bhi kam Karen dilchaspi se Karen time pass ke taur per Forex ko hargiz istemal na Karen kyunki ye khel tamasha nahin hai na hi ek game hai isko knowledge ke sath aur dilchaspi ke sath karoge Tu ismein expert ban paoge best of luck to all friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

    Forex mein ham ko chihay keh zyada say zyada knwledge hasill karen ager acha earn karna chahtay hein to hamen chihay keh ess mein dilchaspi ham es mein jetni zyada delchaspi say kam karen gay otna he best kam ho ga or ham achay say learn kar saken es mein kamkarnay say pehlay dilchaspi say or achay say es ko learn karen ess ko samjhen takeh ham acha earn kar saken
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

      apki baat sy agree krta hu bhai forex trading me jo bhi trader kaam shuru krta hy agar wo bharpoor dilchaspti aur intrest lay kar kaam krta hy to usko acha profit mil skta hy intrest apko acha Knowledge deti hy jo apko acha prfoti demy k bais banta hy
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

        Agr hum forex ko time pass samjh kar kartay han tu forex se hum kuch hasil nahin kar saktay forex se hum ko tab hi kuch milta hai jab hum dil laga kar mehnat aur hardwork kartay han aur knewledge experience hasil karne ki koshish kartay han
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

          G han forex main hm jitna interest lete hain utna hamari knowledge main izafa hota hai. Interest hota hai to hm isko janne ki koshish karte hain information hasil kArte hain or mehnat se kam karte hain
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair skhani پيغام ديکھيے
            Pyare dosto nalage hamesha dilchaspi se hi aaega sab doston se guzarish hai ke Jo bhi kam Karen dilchaspi se Karen time pass ke taur per Forex ko hargiz istemal na Karen kyunki ye khel tamasha nahin hai na hi ek game hai isko knowledge ke sath aur dilchaspi ke sath karoge Tu ismein expert ban paoge best of luck to all friends

            Asslam o alaikum dear forrx member g han dear sir apne sahy hy farmaya hai k hamen dilchaspi se kam karna chaye kyunki dil haspu se knowledge aat ahai aur hamen knowledge ky bahut zarurat hity hai.
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

              Assalam o aalaikum
              G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko manta hon pkistan pk forex ik acha aur kamyaab busness hy hamin is min kaam karty hoy os kaam ko apna dil laga kar kaam karin aur os kaam hamin chaye dilchaspi ho gi tab who kaam acha ho sakta hy gaar jiss kaam min dilchaspi nahin ho gi hum os min kabhi bhi ka.yaab nahin ho sakty isi lia jo bhi kaam karin dill laga kar krin to hamin inshaaallah kamyaabi ho gi forex min agr kaam krna hy to os k lia hamary pass knowledge ka hona bahut zaroori hy know k bagair forex min kabhi bhi kaam nahin kar sakty ..
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                Sometime station to karte hain lekin Ham Yahan per Apna time West kar rahe hote hain Hamen yahan se Kuchh Bhi Nahin Milta earning karne ke liye Iske time-based na Karen Jazbaat ko bhi Hamen control Mein Rakhna chahie Jab Hamen profit ho raha Hota Hai To Hamen Yahan per Jyada Khush hi nahin Karni chahie aur Apna focus change nahin karna chahie market Mein traction change Nahin Karni chahie agar aisa Karte Hain To Hamen nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                  ji han bilkul yah baat aap ki bilkul theek hai ki jab tak aapka Kisi bhi Business business mein interest nahin hoga tab tak aap use Business mein kamyab nahin Ho sakenge isliye aapko chahie ki Apna full interest aur ful focus forex business per Karen Taki aap ek acche trader Ban sake aur is business ko acche se samajh sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                    bilkul thik kiun k jab tak hum apny kam mai dilchaspi nhe len gy to learn kesy karen gyand jab kearn nhe kren gy to achi earning kesy hogi to pehly dilchaspi k sath knowledge gain kia jay taab hi kamyaabi mumkin hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                      Assalam o alaikum , my dear friends , i hope that you will be happy and healthy with the grace of Allah Almighty , m ap ko ye kehna chahta hoon k mery bhai , simple si baat he ap jis bhi kaam men interest lety hen wo kaam ap k lia boht aasan or knowledge deny wala ban jata he .
                      Malik Fiaz khokhar
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                        ye to bilkul sahi kha ha apny zubair bhai koi b insan us wqt acha knowledge hasil kr sakta ha jb uska dil satisfied ho us kam k leay r dil sy kam krny ka jazba ho us m q k koi b chez ya kam us wqt tk ni sekha ja sakta jb tk usko mehnt sy r dil sy na kia jy jb koi kam dil sy kia jata ha to insan us kam m expert bn sakta ha r us kam m bht traki kr sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                          g han knowledge dilchaspi se ata ha har kaam may kamyab tab hi huwa ja sakta ha jab is kaam may dilchaspi hogi knowledge hasil karen aur dilchaspi se hasil karen tab hi kamyab hon gay forex per knowledge se hi acha bonus lay sakty han ap knowledge bohat acha hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                            G han dear members forex trading main kam krty howy ap ko cahahy k mehnat krain. Agr ap ny knowledge hasil krna hy to ap ko cahahy k mehnat krain r ek apny ander discipline peda krain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge , dilchaspi se ata hay

                              Assalamu Alaikum to yah Baat papa theek hai ki sabse behtarin Forex trading of Pakistan ya Duniya ka sabse aur halat mein se ek baat to lekin theek hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X