Dear thread delet hony ki waja.@2
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dear thread delet hony ki waja.@2
    Dear hum zada er ya thread kartya hya jiss may hum pochtya hya kay hamara bounce ab tak q nahi aya?2. hamari post delete q ho jati hya ya mara account insta kay sath attach nahi hya asya thread ko delete kar deya jata hya plece ap care foll rahya.:1f60d:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

    dear ap nay sahee swal ko raise kia hay is main mera khyal yeh hay k jo bhi threads hamray delete hotay hein is main ham ko is bat k ilm nahi hota hay k ham nay jo bhi threads ko likna hay wo forex k baray main he honay chye is main ham ko chye k is main jo bhi post ko sat sat likhein woo forex k according to ho bad main ap k tjhreads delete nahi hon g .
    • #3 Collapse

      Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

      dear friend meray khial mn forum pa posting delete honay k waja yeh ha k forum pa kuch log repeated threads krtay hn jinhen forum ki trf sa delete kr dia jata ha aur un threads pa jo reply posten bhi hoti hn woh bhi remove kr de jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

        Acha swal kia ap ny kh hmary thread delet hony ki kia wja hy dosto miry khial mn hmary thread ka bar bar aik hi swal hona or swal bhi forex k hwaly sy na hona hmary thread ko delet kr dia jata hy hm jb bhi koi thread show krin tu os ka title easy ho miare ho muzo jo bhi din ho forex k hwaly sy hi asan word na hony ki wja sy bhi log ap k thread ko ignor kr dity hn or post nhi krty jis sy ap ka thread delet ho jata hy acha or miare thread din bar bar aik hi thread ko repeat na krin hr bar thread new hi hona chahiy
        • #5 Collapse

          Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

          Pak forex forum par agr hum pak forex forum k rule ko follow kar k kaam kartay han aur posting kartay han tu hi hum pak forex forum se acha bonus hasil kar saktay han aur Jo bhi thread karna ho forex trading business k related hona cahaiye tab hi acha bonua mil sakta hai aur Jo thread rule ko follow nahin kartay wo delete ho jatay han
          • #6 Collapse

            Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

            dear member humri post delete is liye bhi ho jati wo qualtiy wali nahi hoti is liye foex fazol post ko delete dety hai ya thread delete is liye bhi ho jati hai wo forex ke related nahi hoti is liye humko chiaye achi or miyari thread kare takay us se dosaro bhi knowledge hasil ho sakay or humri thread delete hone se bach jaye.
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

              Koi b thread Jo forex k bare main na ho ya bonus k bare main pucha gya ho ya kisi ka thread copy kiya ho wo delete ho jati hain isliye hame chahiye k forex rules ko follow Karen
              • #8 Collapse

                Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

                g bhai forrx trading me apko apna mayaar behtr rakhna hota hy josky bgair ap fotex me acha kaam nahi kr skty aur bgair knowledge aur useless posts apki sath sath delete ho jaati hen aur apko apky mehamt zaaya ho jaati hy is leay apni mehanat ko zaaya hony sy bachaen aur mehant sy kaam kren
                • #9 Collapse

                  Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

                  assalam o alikum sir thread delete hony ki sb sy bari wja ye hoti ha k hamari thread kisi ki copy hoti ha ya phr laptop ki 2 lines sy km hoti ha hamain chahehy k thread krty wqt esa topic select kren jo unique ho r kisi dusry member sy ya hamari past m ki hoi posts sy match na kry r post ki length laptop ki 2 lines to lazmi hun ta k hamari posts ko delete na kia ja saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

                    Bhai jaaan Aik to Hamaari ThReads Ki Quality Achi Naaaa Ho Yaaa 1-2 Lines ki DescriptioN ho To Threads Delete ho Jaati Hain Or Aik Jab LoG FoRum LiMit Se ZyaDa ThReads Kartay Hain To unki Faaltu ThReads DeLete Ho Jaati Hain HumEn Chaahiye K apnaa bhi TimE Waste Naa KaRen Or DoOsrOn kaa TimE Bhi Waste Naa KaRen Or DaiLy 4 Se Zyaada thReads Naaa KaRen....
                    • #11 Collapse

                      Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

                      Forex forum per hamari threads delete hone ki sabse badi vajah yah hai ki Ham is form per kam karte hue rules ko follow nahin karte aur ek dusre ko kabhi karte Hain jis vajah Se hamari trade se delete ho jaati hai agar Ham chahte Hain ki hamari delete Na Ho to hamen ek dusre ko copy nahin karna chahie aur iske sath sath acchi aur informative read create Karni chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Dear thread delet hony ki waja.@2

                        G hme hmate apne ghulte r laparwhe ki wajh se hme post delet hote hn aksar hmre post mmae jab hm sperlings ki mistaks krye hn to app ko loss hota h r app ko thrads bhe ache mae hote js ki wajha se app ki post delet ho jate hn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X