Set your profit according to your experience.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    i think mary khayalsa j thjak m ajanta hu k hum sia trader are trying to get huge profit quickly and finally should need to choose profit ha.........
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      mare kyayal me aap jab trading kartay ho to aap ko chahiye ke shuru me apna profit kam rakhay agar aap shuru me zayada rakho gay to aap ka loss ho jata hay is lye aap ko chahiye shuru me kam profit rakhay our jab aap satisfy ho jao phir aap zayada earning karo our aap samachtay ho kay aap ka experience acha hay our aap zayada earning kar sakte ho to aap us ke mutabiq kam kar saktay ho. hn iss main kaam kana itna aasan nai hy iss main hamain buht zyada mehnat karni parti hy mehnat k baghair to ham iss main kabi bi kamyab nai ho sakty
         
      • #813 Collapse

        ha g jnab,,,,,app ki baat bohat he achi hay jnab,,,,,,trading mai kaam karnay sy pehlay insaan ko mukamil tor par chahye k wo mukamil planning k tht kaam kary jnab....it is my opinin jnab,,,, pir bardasht b kerakay ager koi yaha per trade kernay sy pihlay sochay nahi aur apni marzi k mutabiq trade kernay lagay to profit ho saktai hy laikin loss b ho sakta hy
         
        • #814 Collapse

          yes you are right humein kbhi hawaon mein nehi urna chaiey balky jitna hamare pass knowledge hai and jitna hamare pass experience hai, humein usky mutabik hi trading karni chaiey, kbhi apni auqat sy bahir nehi nikalna chaiey
          • #815 Collapse

            ainsan tab hi profit hata ha jab us ke pass experience hota ha. Lek in kbi kbi without experience kafi Sara profit b hojata hy
            • #816 Collapse

              dear yes app ne bilkul thek bat kahi hai hamen forex k buisness men apne experience aur knowledge k mutabiq he apna profit set karna chahiye aur uske mutabiq he kam karna chaiye
              • #817 Collapse

                jitna zada experience hota hai insan ka utna hi zada profit hony k chnces hoty hain tou koshsh yeh karen zada se zada experince gin karen taky profit increase hn ..
                • #818 Collapse

                  hamain sirf itna risk laina chahiye jitna ham pir bardasht b kerakay agar koi yaha per trade kernay sy pihlay sochay nahi aur apni marzi k mutabiq trade kernay lagay to profit ho saktai hy laikin loss b ho sakta hy
                  • #819 Collapse

                    g bhai mai forex mai abhi naya aya ho our iss mai mujy itna khaas ilam naho hai iss ky ilawa mai b iss ky bary mai jana chahta ho forex nujy buhat pasand hai iss mai koi b kaam mushkill nahi hai lekin mai iss ko full janna chahta ho q ky mai forex mai life time kaam karna chahta ho iss mai mujy faida nazar ata hai forex mai koi b kaam mushkill nahi hai
                    • #820 Collapse

                      yehi main cheez hai kay jab hum beginner hute hain tu sirf huge profits ko dekhte hain demo mai aur forex ki other side ko nahi dekhtay aur profit limit buhut zada set kar lete hain jo hum se achieve nahi huti aur phir humai sab ka sab loss hu jata hai
                      • #821 Collapse

                        forex me ak trader apne experience k matabik ager apna profit lagay ga to pher ap ko loss nahi ho ga forex me log trade krte hen but wo ak doosre se age nikalne ki koshash krte hen is lie une forex me loss ho jata ha
                        • #822 Collapse

                          Yes brother you are right kuch log thori si trading seekh kar greedy ho jaty han aur un ka abi koi zada experience bi nahi hota phir un ko loss ho jata ha is liy phely experience hasil karean aur phir large scale par trading shuru karain
                          • #823 Collapse

                            jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar ap ko is kam main kamyab hona hai to ap ko chaiye k apnay experience k mutabik apni trading set karain kion k expeirence ki wajah say hi ap kamyab hotay hain
                             
                            • #824 Collapse

                              i am totally agree with you,Forex py hum achi tradng kar sakty han ek achi knowledge sy r experience sy par hmain utni hi trading karni chahiye jitna humain exprience hai q k ye risky business hai beghair experience sy app k pessy loss b ho skaty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                yes you are right mein apkii baat se sehmat hon k jo begginers level k log hotay hain unko kch ata naii hai or kch na ki wjah se unko forex k baray mein smjh nai hotee hai jo loss ki smb se main wjah hai apka jtna experience hai ap uskay hissab se profit target set kroo jb apka utna experience hojaye k ap smjho k ap ziada profit kma sktay ho to tb ziada profit target set kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X