Trailing stop loss usay kaha jata hai jo profit mein set Kia jata hai jb aap trade open karty hein sath aap stop loss lgatay hein but jb aap ki trade profit mein chli jati hai aur aap sochty hein k aap ki trade ab loss mein na jaye to aap apny stop loss ko remove kar k profit mein kisi point per set kar dety hein k agr market profit se dobara loss ki tarf jany lagy to profit mein he aap ka trailing stop loss hit ho jaye trailing stop loss set karny k liye aap ko market k profit mein jany ka wait karna parrta hai aisa stop loss Jo profit mein set Kia jata hai usay trailing stop loss kehty hein mostly traders is ko set karty hein jb b market profit mein chli jati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим