acount wash hune k kiya raaz hain,.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    is k bary mai yahi nahi pata hay jnab,tradiing is avery good job for evry one jnab...is k bary mai wesay sahi nahi pata hay k ye kiun wash ho jata hay jnab
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Account wash hone ka sub se bara sabab is men greed hay kion k jub is men trade kerte hain or hum ko profit milta hay to hum is men over confidence ho jate hain jis ki wajah se hum ko bahot sa loss ho jata hay is lie hum ko chie hay k hum is menhard work zaroro kren
      • #33 Collapse

        AOA. bhai shb ap ka sawal to bht acha ha magar ma ic k bary ma nhi janta lakn ap k sawal ki waja sa mjy seekhy ko mila ha bht kuch, acha sawal ha.
        • #34 Collapse

          bilkul forex my ap ky ni buht sy logo ky account wash ho jatain hain is ky liyh ap ko bs yeh kerna hota hain ap ko dehyan sy trade kerni hoti hain forex ko zyada sy zyyda time dena hota hain yeh akh real way hain earning ka or ap is my lose hony sy bucha sktain hain lakin is ky liyh ap ko isain smjhna buht aie zyda zorri hain yeh akh real wayy hain earning ka.
          • #35 Collapse

            mare khyal se account wash hone ki kai waja hai jase k ek to forum k rool torna or 2ra ya k comments long karna or copy past karna ya pher falto k bate karte raha forum ko tang karna ase humra account wash hota hai
            • #36 Collapse

              Dear bro jab ham lalach or aisi koi negative activities krty han to hi hamara account wash hota han or agr ham is man rulax ho kr working or easily sy working kary to phir ham ko koi problem nai hogi or hamy kabi loss nai hoga.
              • #37 Collapse

                dear account wash hone ki beshamar wajah hai. jese k lack of experience aur knowledge aur is ke elawa stop loss aur take profit ko set na karne wala banda
                • #38 Collapse

                  Bhai aap kay Forex main account kay wash honay kay kai wajohaat hoti hain. Jinhen main yehan per bayan karta hoon.

                  1. Aap patience yaani sabar say kaam nahi laitay hain.

                  2. Aap jazbaati ho kar trading kartay hain.

                  3. Aap Laalachi ho kar tradign kartay hain.

                  4. Aap ko self confidence nahi hota jab aap trading kartay hain.

                  5. Aap market main study nahi kartay aur strategy planning kay bagair trade ko open kar daitay hain.

                  6. Aap money management kay bagair yeh business start kar daitay hain.
                  • #39 Collapse

                    Your real account is very important the trading market . but your forex business is most important the trading market . I Because forex business is very people jobs for the life and your fulltime and pastime business .
                    • #40 Collapse

                      acount wash honay ka raz ya ha k ham is ma lalach kar k chaltay ha.agar ham is ma lalach nahe kary to ham ko is ma bohat kamyabi mill sakti hay.ma to is ma lalach nahe karya ho.bs stap by stap chalta ho
                       
                      • #41 Collapse

                        Dear sir maray khyal say account wash honay ki bari waja experience ki kami hay, aap jab bhee real account main trade lagain to aik to trade main stop loss ki option zaroor istamal karian and second money management kay sath lot ka size decide karian, to aap ka account wash honey say buch sakta hay.
                        • #42 Collapse

                          is ka kahe rizan hotay ha par jo sub sa bara rizan ha vo ya ha k is ma ap ko stop loss laga kar kam karna hota hay.agar to ap is ma stop loss ko lagay bagar kam kar rahay ha to ap ko loss ho sakta hay
                           
                          • #43 Collapse

                            is k bary mai ye hi raaz hay jnab,is mai jub bhi kaam kia jaye na janb..is mai boaht he fresjh mind say hi kaam kai ajey jnab...nahi to loss bhi ho hi skata hay jnab
                               
                            • #44 Collapse

                              dear ma tumra question ko samj he nai sakha k tum kya bol raha ho or kon sy account ki wash ki bat kar raha ho ma tu ye samj nai sakha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Aslamu alaikum:account wash to usi waqt ho ga jab ap ki trade loss mein ja rahi ho gi aur ap nay markeet to thik tarah wath kar ke trade nahi lagaye ho gi.warna to account loss nahi hota na hudbahud.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X