Forex mehnat mangata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mehnat mangata hai
    Ji dear friend Forex par Kam Karo gay to Forex apbki mehnat mangata agar ap Forex par mehnat say kaam Karo gay to ap kamyaab hn gay agar kamyaab huna chaty ho to apnko chayay kh ap yay kaannkar lain to ap kamyaab Hain his say ap ko Kuch faida bhi milay GA Forex bus so say ap Kay time main say Tori si mehnat mangata hai bus yahinhai Forex main kaam Forex par Kam Kar Sakty Hain to most welcome
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mehnat mangata hai

    ji hn forex main mehant se kam kerny waly hi kamiyb hoty han humain ager kamiyb hona ha tu humain mehnat se kam kerna ho ga phir ja k kamiybi mumkin ha.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mehnat mangata hai

      Forex waqi hi time r mhnt mngti hai ap ki bat therk hai jo log es p kam krty hun sekhty hun es business ko wahi log kmyyab hoty hun forex ka kam sekhny se ata hai asy tme zay krny se ni ata learning se earning hoti hai mhnti log kmyyabi hasil kety hun
      • #4 Collapse

        Re: Forex mehnat mangata hai

        AOA Dear members! koi b kam kraen jb tk us main mehnat nh kraen gy kamyab nh hun gy .Forex treading b aisa business hy k is m hm jitna ziada mehnat kraen gy utna hamen is m acha profit mily ga r is main hm mehnat ker k apna nam bna skty hn .
        • #5 Collapse

          Re: Forex mehnat mangata hai

          Asslamu allikum g bilkul brother ap theek keh rahy hen forex waqye men mehnat hi mangti hay or hamara esmen koi investment nahe hota hamara time hi esmen invest hota hay jo hamen bonus deta hah or us bonus say ham pher trading karth hen jis say ham acha profit hasil kar sakty hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex mehnat mangata hai

            G han dear member ap ne yeh bilkul theek kaha hai k forex pakistan bahut mehnat mangta hai ju shakhs es forum mein jitni zyada mehnat karey ga tu us ka utna hi bonus acha aaye ga dostu lehaza hum sab ko es cheez ka khaas khiyal rakhna chahaye aur apney kaam pe focus dena chahaye hum ko apni mehnat ka phal zaroor miley ga.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mehnat mangata hai

              Har kam Mein mehnat karna to Jaruri hota hai agar aapko kamyabi Hasil karni hai to Yahan per bagair Mahina ke Kabhi Bhi Koi kamyabi Hasil nahin kar sakta jitni Jyada Ham mehnat Karenge utani Jyada kamyabi Hamen Hasil Hogi Kamyab Vahi Insan karta hai jo Kuchh Pana chahta hai isliye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Forex Mein jitni Ham mehnat Karenge utna Hamen Achcha profit Hasil hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex mehnat mangata hai

                G han agr hum forex man mahnat nhi kar gy to kamiyabi nhi mily gi forex man mahnat kar na zarori hai forex man jo manber kam karty hai wo mahnat hi karty hai forex mahnat sy to hum aik achy trader ban sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mehnat mangata hai

                  Forex mein brother hum jitni mehnat krain kam hai kyun keh forex mein chalnay k liay zarori hai keh hum din rat aik aikm kar k kaam krain or is se hmsha hmaein dil laga ke kaam karna chaiay or hamaein chahiay keh hum khud ko badlain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mehnat mangata hai

                    G hsn forex hamay achi earning ka moqa detavhay badlay man hamay forex pay Mehnat karni parti hay ager ham forex pay Mehnat kartay han tab hi ham kamyab hotay forex ek asa business hay jis man Mehnat Karna bohat zaroori hay kiu Kay Jo loog mehnat kartay han wo kamyab hotay han Jo loog Mehnat nahi kartay wo kamyab nahi hotay forex man hamari Mehnat ka hona achi earning Kay liya bohat zaroori hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mehnat mangata hai

                      g bilkul thk kha hy ap ny kh forex hm sy aik achi skills ar mhynat mangta hy jo kh hm kar ky aiuk achy traders bn sakty hn ar apni skill sko bhytr sy bhytr bana sakty hn ar aik achi earning kar sakty hn isliy mhynat ar lagan sy kaam ko karyn ar aik achi trading ko ly kar aik achy traders bn jyn taakh hmari wajha sy dosroon ka b bhala ho sakky ar wo bb aik achy traders bn sakkyn ar apni skills ko bhytr sy bhytr bana sakkyn jo kh achy traders ki nichani hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mehnat mangata hai

                        A O A!
                        Dear forex members I hope ki Ham sab log khairiyat se Honge aap log GIT adding acchi ja rahi Hogi Forex kar aapka time Achcha spend Hoga ji bilkul Jay Sabke aapane kaha hai ki Forex mehnat mangta hai ji bilkul mehnat mangta hai koi bhi kam hai vah mehnat mangta hai Jitna Muskan per mehnat se kam karte hain properly kam karte hain utna hi Hamen fayda sale hota hai Forex per Hamen Mahina Teesra karni padati hai ki Hamen dehleez par 50 poster kar Jyoti usmein Achcha Se Achcha knowledge share karna De post ki quality ko behtarin banana tha Jitna bahut hi quality ko behtarin banate hain hard work karte hain pura Patli time dekar kam Karte Hain Ki Ham acchi ya nahin Hasil kar padhte Hain ISI Tarah Se Koi Bhi kam hai ghar per regularly kam kar denge Naat Ek kam Karke kam Karte Hain To Hamen acchi Nahin lagti hai aur Agaram Timepass Samachar kaam Karti hun per Jyada focus Nahin dete To Ham uska Board result bhi Hasil Nahin Hota Jis kam expectation karte hain isliye main chahiye jo bhi kam Diya Jaaye usko Dil Se Karen freshman ke sath active hokar kam Karen proper routine set karne ke is time per Hamen yah kam karna hai use Hamara totally focus Hamare kam Vitran Hoga aur jab Hamara focus Hamare kam ki taraf Hoga To Ham usse Tu Hi acche Anil Hasil kar Payenge Jiska main expectation rakhte Hain aur Hamesha hi Khuda Ka shukr Ada karna chahie se Hamen Aur Bhi Jyada Diya jata hai Ja sake


                        Say " Alhamdulillah " For Everything*❤️
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mehnat mangata hai

                          ji han mere dost aapane theek kahan hain Forex wakiye mein mehnat mangta hai agar aap apna work mehnat se karna jante Hain to aap Forex mein trading mein aur post mein kamyab hai isliye kahate Hain ki mehnat mein barkat hai aur mehnat karne wala worker har maidan mein kamyab hota hai uski vajah yah hai ki vah Apne kam ko post ko aur trading co aur Forex ke har work ko mehnat ke sath complete karta hai aur apna business achcha karta hai aur achcha bonus aur achcha profit Lene mein kamyab ho jata hai yah sab mehnat ki vajah se hota hai isliye aap bhi Forex mein mehnat Karen aur kamyabi hasil Karen achcha bonus Nahin profit Nahin yah tab Hoga jab aap apne varg ko Dil se mehnat ke sath complete karenge Forex bahut hi achcha online profile dene wala platform hai 👍
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mehnat mangata hai

                            Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Forex mehnat mangta hai bilkul aise hi baat hai Forex Mein Mehandi log hi kamyabi Hasil kar lete hain Jo log Forex Per Dil Laga kar Din Raat hardworking Karte Hain mehnat ke sath Apne kam ko complete karte hain aur ek rules ke mutabik kam karte hain aur Delhi ki base per apni takat ko complete karte hain Vahi log kamyabi Hasil karte hain forex liye Hamen chahie ki Hamen Mehandi Banna Hoga Forex per kamyabi Hasil karne ke liye Aur Din Raat Ek Karke sabse Jyada kam karna hoga aur hardworking Karni Hogi Jeet Ne Jyada Ham vah hardworking Karenge Forex Mein Hamen utani hi acchi kamyabi mil sakti hai aur Forex per Ham kamyab Mar Ban sakte hain isliye hardworking Karte Rahen aur mehnat se apne kam ko complete Karte Rahe Forex Logon ke liye Banaya Gaya Hai Jo Mehanti hokar Apne kam ko acche tarike Kaise complete Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mehnat mangata hai

                              forex hamare liye bahut sari mehnat banta hai jab tak ham log nahin aati karenge To hamen apne kam ko acche se karna nahin aaega aur ham mehnat usko karenge jab mein fayda hoga Kam achcha Karen Chala ko fayda hamesha achcha kam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X