Small lot size loss Kam profit zeada..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot size loss Kam profit zeada..
    Assalamualaikum me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. mery bhi agr ham trade me kamyab hona chahty Hain to ham ko chahea k ham apna lot size kam rakhin aur loss km aur profit zeada hasil karain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

    Gee haan forex mein aap jab bi trading krtay hai tu aap ko Kam lot size rhakay gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai or aap ko loss bi Kam ho ga agar aap bara lot size rhakay gay tu aap ko loss zayida ho ga or profit Kam ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

      ji ager ham kamiyab hona chahty hain to ham ko chahe hai k ham hmesha lot size ko kam sey kam rkhy esi trha hi ham yahan sey kamiyab ho skty hain ess sey ham ko loss honey k chance kafi kam ho gey profit zaror hoga but slow slow es lia bass lot size0.01 hi best hai
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men small lot size ko use karna sub se best strategy hey kiun k iss men loss kam hota hey aur safe trading bhi hoti hey aur thora thora kar k apna profit increase kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

          Baai g small lot size k saath trading karnay say agar aap ke koi trade loss may be chale jaaye tho aap ka account wash nahee kar aathe like kin agar ziada lot size k saath trading karangay tho per trade loss may jaanay ke soorath may account wash ho jatha hay is liay small lot size k saath trading k kafi faida hay.
          • #6 Collapse

            Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

            Assalamu Alaikum dusri Baat aapka thik hai Kyunki Forex trading sabse behtarin Peene se sabse Kala Triveni Forex trading of Pakistan sabse Kala Tika Duniya ka sabse bada Bhainsa Forex trading co Pakistan
            • #7 Collapse

              Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Habibullah1 پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. mery bhi agr ham trade me kamyab hona chahty Hain to ham ko chahea k ham apna lot size kam rakhin aur loss km aur profit zeada hasil karain..
              Jab aap small lot size Jo use Karke trading Karenge to profit bhi Small Hoga aur loss bhi Small Hoga Small lot size use Karke Jyada profit banane ka Sochenge to Fir loss hi karvayenge profit aur lot size reasonable Hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

                ji han bilkul bhi baat aapki bilkul theek hai aur Main is baat se bilkul agri karti Hun ki hamen forex business mein Hamesha Apne account ko safe rakhne ki koshish Karni chahie aur aisa kabhi mumkin hai Jab aap small lot size ke sath hai trade open karte hain isliye aap ko Hamesha small lot size he is select karna chahie aur apne account ko safe rakhne ki koshish Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

                  Dear brother lot size agar small rakhain gay tu loss ka chance kam hoga lot size kam hoga tu hmra profit tu kam hoga lekin usk sath hmra account save rahay ga or isi tarah hamaein profit tu kam milta hai lekin hamaein bohat sa loss bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

                    hamy km lot laga kar m riks lena ho ga forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time tbale bana karkam kar sakty hain hum is mai 24 ganty maai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kae sakty hain hum is mai agara bager leranring ky kam kary gy to hamy los ho jy ag forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

                      Yes but agr lot size km rkhte Hain to uss ke liye trade ko bohot long krna prta hai aur profit mein trade zyadah long tb he jati hai jub koi trend ho wrna nahi aur uss ke liye phir trend ka he I think wait krna pre ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Small lot size loss Kam profit zeada..

                        g ha my dear friend min ap ki is bat say totally agree karta hun kh agar ham is min lot size kam rakhin gay to hamin loss kam aur profit ziada ho ga is saik ham achi earning kar saktay hin agar ham lot size ziada rakin gay to hamin ziadaloss aur kam profit ho sakta h ye bhir hamara account wash bhi ho sakta h
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfaraz112233 پيغام ديکھيے
                          Yes but agr lot size km rkhte Hain to uss ke liye trade ko bohot long krna prta hai aur profit mein trade zyadah long tb he jati hai jub koi trend ho wrna nahi aur uss ke liye phir trend ka he I think wait krna pre ga
                          Janab ap yeh jab analysis karty hain tu ap pay depend karta hai kay ap nay analysis kis source sy keye hai or woh jitny achy ap nay pattern, chart, indicators or risk management sy keye ho gy apny us ki base pay risk lay kay trade open karni hai. Zarori nahi hai kya ap har bar bari risk wali ya kam risk wali trade open karain. ap apny analysis kay hisab sy us mai risk level kam ya zaida kar kay faida otha sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Tijarat ke dunya mein, munafa haqeeqat mein aakhri maqsad hai. Lekin is maqsad tak pohanch pana hamesha asan nahi hota. Aik aisi khubi jo kay khaas taur par karobarion ko mushkilat ka samna karne par majboor kerti hai, lot size ki hai. Asan alfaaz mein, lot size us maal ya khidmat ki miqdaar hai jo aik dafa mein paeda ya farokht ki jati hai. Jabke itefaqi tor par jitna ho sakay paeda ya farokht kiya jana behtar nazar aata hai, lekin amuman kuch haqaiq ko bhi zaroor yaad rakhtay hue yeh faisla liya jana chahiye. Yahi waja hai kay "small lot size loss Kam profit zeada" ka tareekhi "Small lot size loss Kam profit zeada" ka matlab hai kay chotay tadaadon mein maal ya khidmat ka paeda ya farokht karna kuch zyada nuqsan se mehfooz rakhta hai aur zyada munafa pohanchata hai. Lot size ke fawaid aur nuqsanat Chotay lot size ki aik aham fawaid yeh hai kay yeh zyada nuqsan se mehfooz rakhta hai. Agar aik karobar mal ka bada lot produce kar raha hai aur uski farokht nahi ho rahi hai, toh woh maal ko saste daam mein bechnay par majboor ho jata hai. Is tarah, usko ziada nuqsan ka samna karna parta hai. Lekin, agar chotay lot size ki production kar raha hai, toh nuqsan zyada control mein rehta hai. Waisay toh, chotay lot size ka production karna pehlay zyada mehnat ka kaam hai, magar agar farokht ki demand choti hai toh yeh karobarion ko nuqsan se mehfooz rakhta hai aur munafa bhi zyada pohanchata hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X