Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.
    Dear friend hum sab ko chahaye k humein sab ko forex pakistan mein kabhi bhi mayoos nahi hona chahaye q k agar dostu humein kabhi es business mein loss ho bhi jaye tu humein mayoos nahi hona chahaye agar humein eik baar es business mein loss howa hai tu phir humein es karobaar se profit bhi ho ga hum es forum mein achi earning kar saktey hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

    G baai aap nay buhut ache Baath ke hay hamay kabhi be apna dil chota nahee karna chahiay kionka har business may loss our profit hotha rehtha hay our agar hamay abhi is business ka acha experiance nahee hoa hay tho hamay ziada mehnath karne chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

      G han bahot acha swal kia ap ny kh forex mn chahy jitna bhi ap ko loss ho jay koch bhi ho ap ko kam smjh na a rha ho ap kamyab na ho rhy hon mgr ap ko kise bhi hall mn apna dil chota nhi krna chahiy forex mn mind ko opn kr k freash mind k sath kam krin jitna bhi loss ho os k badly mn kam ko chorin na loss ko cover krin loss sy sikhin or mihnat krin zror kamyabi mily gi inshaallh
      • #4 Collapse

        Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

        G my friend ap ki bat sahi hya kay hum ko loss ho jay to hum ko iss mya koi bhi mistake ho jay to bhi iss mya hum ko dill chota nahi karna chya balkya hum ko suber say kam lyana chya.
        • #5 Collapse

          Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

          G han dear forex mai sub kuch chalta hai per ap kabhi parshan na hun aur apna dil chota na karain kiyu kay ed mai ho sakta hai kay akbhi ap ko es mai nuqsan hota hai jub kay ap ko es mai faida bhi ho jata hai tu ap ko parshan ni hona chyee tu kamyabi ki zamant hai kay ap dil ko chota na karain es mai
          • #6 Collapse

            Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

            hamein forex business say age loss bhe ho jata hy to hamen ess mein dill chota belkul bhe ni karna chihay hamein ess mein dill laga kar kaam karna chihay inshaallah aap ke mehnat rigan ni jay g or bohut acha profit bhe ho ga
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

              g friend ap na bilkul thek kaha, hmain start ma forex ma mushkil paish aa sakti hain aur kbi loss b ho sakta ha mgr in sb baton sa dil chota nhi karna chaiay aur sabar k sath continue mehnat kartay rehna chaiay q k loss k baad profit b hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                Assalamualaikum dost se baat hai aapka thik hai Kyunki Jo Baat Karen Bina Main Tumhari Baat Karen Koi Aisi faltu chij ko banane wala Pasand ko khilane wale ke Hath Mein Hath Mein Nahin
                • #9 Collapse

                  Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                  G bhai apna bilkul thek kaha hy forex ak online bysiness hy usko karny ka liay hamin loss bhe ho sakta hy aur profit bhe is xheez ko zehm ma rakh kar ka business karna chiay aur busines ma risk bhe lani hoti han us ma loss bhe ho sakta hy aur profit bhe khayal karna chiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                    ji han bilkul yah baat aap hi bilkul theek hai ke profit aur loss her business ka hissa hai agar hamen forex business mein loss Ho bhi jata hai to hamen kabhi bhi pareshan nahin Hona chahie balke masjid mehnat Karni chahie aur apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Taki aap ek acchi income again increase kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                      Assalm o aalikum
                      G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko manta hon ka chaye koch bhi ho jay hamin apna dil chota nahin karna chaye hamin chaye ka hum is min dil laga kar mhenat karin jitni ziyada mhenat kari gy hum otna hi ziyada kamyaab hon gy agr hum is min mhenat nahin kari gy to hum forex min kabhi bhi kamyaab nahin ho sakty hin isi lia hamin forex min apna dill chota nahin kein balke mhenat karin..
                      • #12 Collapse

                        Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                        har bussiness mein sath honi chahiye but luck k sath sath knowledge aur experience ka hona bohot zyada zarori hai kyou k agar luck ho aur ap k pass experience na ho jo ap kaam kar rahay ho aur pta he na ho k wo kaam hota kesay ho to kya faida asi luck ka .
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                          bilkul dil chota mat kare bus ap mehnat kartay jaye allah ki zat rizak dene wali hai mehnat kisi ko zaya nahi hoti uska phel usko ha surat mein mil kar rehta ha is liye sabar se kam kare mayoosi insan ko kamzor karti hai hum ko forex ke baray mein itna knowledge hasil kanra ha agar loss ho bhi jaye hum mein loss recover krne ki taqat mujad honi chaiye is mein bari kamybi hai.
                          Mehnat Me Azmat hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Chahaye kuch bhi ho jaye forex mein kabhi apna dil chota na karein.

                            forex trading business me jahan profit hai waha loss bhi hai lekin loss hmari apni mistake ki waja se hota hai . aur profit hamri apni experience ki waja se milta hai . profit hmesha seekhny walo ko milta hai . lekin agr ap ko loss ho gay hai to ap ghbrayn nhi dil chotan nhi kryn . loss ki mistake ko learn kryn . ap ko next loss nhi ho ga.
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X