Mistakes can teach a lot
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g han hum apni mistake sy kafi kuch seekh sakty ha sab sy bhar kar k jis mistake ki waja sy ap ko loss howa ha us ko thk kar k any wali trading ko hum profitable trading bana sakty ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Yes insan ko apni ghaltio sy bohat kuch seekhny ko milta hai mistakes sy bohat sa experience hasil haota hai aur insan next time kam ko bhter saranjam dy sakta hai.
      • #198 Collapse

        g han mistakes hmen boht sikhati hen q k hum onko kabhi bhool nai patey os lihaz se sbse bari mistake he greed krna earn krne ka laluch krna he
        • #199 Collapse

          yes hum apni mistakes sy bohat kuch sikh skty hain, jb humain apni mistakes ki waja sy loss hota hy to hum next wo mistakes nai krty is trha humain bohat sari chizain sikhny ko milti hain............
          • #200 Collapse

            mistake sy learn kro aur forex mein aap ko apna knowedge gain karni ki need hoti hai aur aap apna experince gain kar ky apni trading ko bohat acha bana letay hain aur yeh acha hai aur only aap ko little effort ki need hoti hai aur is tarah aap aik professional trader ban saktay hain aur aap is business mein acha profit make kar letay ho.
            • #201 Collapse

              mistakes ko teach kary aur forex mein ap ko patience say trade karni chayie aur is mein jazbati nahi hona chayie because forex aik business hay jisay log bahot pasand kartay hay aur bhot saray traders is mein loss kartay hy aur chor detay hy ap ko in sab cheezo say avoid karna hoga .
              • #202 Collapse

                Yes app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me mistakes se kafi khuch sekhny ko milta ha isi liye hmen chahye k hm mistakes ko ignore nah kareen kyun k mistakes se hmen kafi khuch sekhny ko milta haa
                • #203 Collapse

                  yeh baat kafi had tak theek hai k mistakes hamesha traders ko sikhati hain and yeh aikachay trader ki pehchan hai k k wo ghaltiyoon say seekhta hai.
                  • #204 Collapse

                    g ha g jnab..sahi kaha hay app nay jnab/./is main ager hum apni mistake sya na na seeekhain gay to jnab,,is main hum ko loss bhi ho skata hay jnab...
                     
                    • #205 Collapse

                      salam bhai jee forex mein jo insan apni galtyion se nahi seekhta woh forex mein kuch nahi seekhta is liye apni galtyion per dhyan dain ??????????
                         
                      • #206 Collapse

                        ha jab aap fore xme loss kare hai to apako bahu hilearningkarna hota hai aapko bahut hi sikhna hota hao apamne mistale se tab hi aapko fore xme sucess m ilta hai warna nahi milta hai
                        • #207 Collapse

                          gee han bhai hame mistakes se bohat sari information mil sakti hai agar ham uss e learning karen to hame kafi kuch seekhne ko mil sakta hai
                          • #208 Collapse

                            assalamoalekum jese k ghaltian hme bhut khuck sikhati hn.is kaam men ya kisi bhi kam men ghaltion ki koi gunjaesh nhn hoti ha.koi bhe kaam shro krne se phle kisi se mshwara kr lena chae.take apse us kaam ghaltian na hn aur loss b na ho.forex ka kaam krne se phle achi trha kisi se samjh lena chae. ta ke apse koi ghalti na hojae.
                            • #209 Collapse

                              is business mein hum apni hi mistakes se achi trha se learning kartey hein aur hum is business mein jitni bhi ziada mistakes kartey hein hum is main utna hi ziada achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                yes mere dost mistake se ham bohat kuch learn karty hai jab hame kisi trade main loss hota hai tu ham apni mistake ko note kar lety hai aur hame us mistake se sabak aur market ka experience hasil hota hai aur phr next time ham us mistake se faida hasil karty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X