Mistakes se learning zarori ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistakes se learning zarori ha.

    g han mistakes se learning bohat zarori ha ap ko jab loss hota ha tou apko is waqt apni miskes se learning karni hoti han agar learning nahi karo gay tou phir loss hota hi rahay ga aur agar mistakes se learning karo gay tou phir ainda loss se bach jayuu gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistakes se learning zarori ha.

      han hamein apni mistake ko repeat ni hona dayna chihay or es ko behtar treqay say learn karna chihay or apni mistake say sabaq hasel karna chihay or zyada sat zyada sekhna chihay ager ham mistake ko repeat karen gay to ham kabhi bhi kamyaab ni ho saktay
      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
      • #18 Collapse

        Re: Mistakes se learning zarori ha.

        G bhai apna bilkul thek kaha hy hamin ghalti sa he learning hoti hy q keh jab ham koi ghlti kart han to us km ma ham expert ho jaty han next time ghalti nh karty balkih kamyab hoty han aur kamyabi sa agy tarqi karty han
         
        • #19 Collapse

          Re: Mistakes se learning zarori ha.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
          Dera friends humain chahaiy k humain jis mistake se trading main loss ho us se sabaq sekhna chahaiy ager hum in mistakes ko repeat karein gy tu kamiybi mumkin nhi ho sakti.
          Acche traders game trading karte hue mistake Karte Hain To vah apni mistake se learn Karte Hain lekin Jab bacche traders Ban Jaate Hain To vah mistakes ko white Karte Hain Kyunki Unka experience bahut jyada Hota Hai
          • #20 Collapse

            Re: Mistakes se learning zarori ha.

            Dear friend aap bilkul theek kah rahe hain Forex trading Mein mistake se zyada learning bahut jaruri hai agar Hamari learning acchi Hogi to hi Ham acchi ending bhi Hasil kar sakte hain isliye Hamen mistake Nahin Karni chahie mistake ke alava hamare pass acchi learning Ka Hona bahut acchi landing Karenge to hi Ham Kamyab ho sakte hain yah bahut achha online profitable business Hai Duniya Mein Koi aisa business nahi ho sakhta.
            • #21 Collapse

              Re: Mistakes se learning zarori ha.

              ji jab say ye forums ka silsila start hua hay, traders ko aik community place mil jaey hay jiss may wo bohot say doosray traders say kafi help lay saktay hain, agar kisi ko koi bhi masla hay to wo yahan per post kerta hay or oss ko bohot say mufeed mushwaray mil jaatay hain.
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #22 Collapse

                Re: Mistakes se learning zarori ha.

                ham log agr forex par koi be mistakes wagra karta ha to is ka mattlab hota ha ka loss aur loss is liya ham logo ko mistakes wgara sa bachan ki koshish karni chayia aur agr phir be ham logo sa koi mistake wagra karta ha to ham logo ko tension wagra nai laiya bilka ham logo ko chayia ka ham log is sa learn wagra karna ki koshish karya aur is ko repeat nai karya
                • #23 Collapse

                  Re: Mistakes se learning zarori ha.

                  Hamesha apni ghaltiyon se seekhein chahay aap demo practice he kyun na kar rahy hon mistakes se agr aap seekhein gy to aap next khyaal karein gy k dobara kahin wohi mistake na ho jaye is liye aap ka poora focus trading py ho ga jitna aao apni ghaltiyon se seekhnay ki koshish karein gy aap ki trading mein utna he nikhaar aata jaye ga ghaltiyon ko control karein phir aap kamyaab ho sakty hein
                  • #24 Collapse

                    Re: Mistakes se learning zarori ha.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
                    Dera friends humain chahaiy k humain jis mistake se trading main loss ho us se sabaq sekhna chahaiy ager hum in mistakes ko repeat karein gy tu kamiybi mumkin nhi ho sakti.

                    Asslam o alaikum dear forrx member Hamare mistakes Hamari teachers hote hain isliye Hamen Unse Kuchh learn karna chahie aur dekhna chahie ki Hamare Kana galtiyo se Forex Mein avoid karna hai jo Jyada nuksan ka sabab bante Hain Hamen on mistakes ko improve kar lena chahie aur phirR kam karna chahie Kyunki Agar mistakes karte rahenge To Hamen Forex main Hamesha Se Na Kami hi milega...
                    Visit My Profile
                    • #25 Collapse

                      Re: Mistakes se learning zarori ha.

                      g ha g mistake say hamri learning main bh izafa hota hain ham jitna bh mistake main apni learning kary gay hamy otna hi best knowledge main izafa hota hain ham jitni mistake kary gay hamy phaly achi learning karni ho gi agr ham achi learning hasil kary gay to ham otna hi achi earning hasil kar sakty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Mistakes se learning zarori ha.

                        G bhai jan ap ny sahi kha h k mistakes sy learn krna chaihy hamy chaihy k jb koi mistake ho to us sy kuch seekh layn aur dobara wo mistake na kryn
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Mistakes se learning zarori ha.

                          Assalamu Alaikum dear friend ap ny bhot he acha sawal kia ha k forex ma mistake sy learn krna chaihy jo ghalty ak bar ho jay wo dobara ni honi chaihy
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: Mistakes se learning zarori ha.

                            Assalam.o.alaikum...
                            G han ap nay theek kaha hay...agar aap se mistake ho jaaye to ismein Koi Bura Man Ki Baat Nahin Hai isase Achcha aap yah learn karte hain aur aapko Aane wali galtiyan Mein masla Nahin Hota aur aap acche se kam kar sakte hain to galtiyan Karne Se Na ghabrayein aur acche kam ke liye galtiyan jaruri hai jin se seekh miley. Galtiyan insaan ko sikhaati hain...
                            $#@#i Khan
                            • #29 Collapse

                              Re: Mistakes se learning zarori ha.

                              Umeed krta ho k ap sab khariat sy hon gy aur forex ma kamyabi kay liay bhot mehnet kr rhy hon gy is bhai ny bhot he achi bat ke h k forex ma hamy mistake sy learn krna chaihy
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mistakes se learning zarori ha.

                                G bilkul sahi kha h ap ke bat 100% theek h aur hamy chaihy k mistakes sy learn karyn takay hamy fiada ho aur experience b ho saky
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X