kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay
    dear friends mn seniour doston sa pochhna chahta hon k kia agr apko bar bar loss ho rha ho to forex trading ko chhor dena chayay meray khial mn to loss ki waja jo mistakes hon unhen door kr k ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

    nh bhai hmain chahiay kh hum forex trading main ager loss ho jay to hmain chahiay kh hum forex trading ko chor na din bulkh hmain is main mazeed mehnat kerni chahiay or is main hmain loss sy bachna chahiay or hmain lalich sy bachna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

      Aoa
      hamain is pak forex main loss hota ha to hamain chayie ky sabr sy kaam kerna chayie aur aksar loog jin ko loss hota ha to wo is business ko chor daitay han is wo apna nuksaan kertay han agr hamin loss sy bachna ha to hamain chayie ky sabr sy kaam karain aur lalach kabbi bhi na karay
      • #4 Collapse

        Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

        hmain forex ma loss sa bilkul nhi ghabrana chaiay aur agr trading ma hmain loss ho to usay recover karnay ki koshish karain, hmain is sa apni mitakes ko km karnay ma madad milti ha, aur next time hm un ko repeat nhi kartay jis ka asar hmari trade par hota ha aur hm kamyab trade kar patay hain
        • #5 Collapse

          Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

          Dear market Kisi bhi time last mein jaa sakti hai forexx ko chornaa ni.chiyee apni mehanat ko continue Rakhe aur learning Karte Rahen..
          • #6 Collapse

            Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear friends mn seniour doston sa pochhna chahta hon k kia agr apko bar bar loss ho rha ho to forex trading ko chhor dena chayay meray khial mn to loss ki waja jo mistakes hon unhen door kr k ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay


            Assalamu Alaikum dear Forex member loss or profit business Kaise hote hain Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen again try karna chahie aur apne Jo mistake se unko improve karna chahie ki Hamen Kis vajah Se loss hua hai aur kyu Hua Hai Is Tarah Hamen analysis karna chahie aur apne experience level ko increase karna chahie tab jakar Ham ismein profit Kama sakte hain ...
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

              Ji bilkul Nahin Agar aapko is market Mein Koi loss ho to bilkul disappoint Na Ho US market Ko Chhod Na Dena uski vajah yah hai ki yah market Ek business Hai Jahan per profit or loss donon Hote rahte hain lekin aap ko samajhna hai ki aap kis tarike se profit Jyada aur loss kam kar sakte hain iske liye aapko Jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga aur strategies aur plans Banane Honge Jiski vajah Se Hi aapas market mein kamyabi se kam kar sakte hain Kyunki yah market bahut jyada risky hai aapke pass Jitna Jyada knowledge Hoga utna hi Baithe kam kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                Forex forum of pakistan online business hy jis main profit bhi hota hy aur loss bhi is liay agar kisi member ko forex main loss ho jaiy to usy ghbrana nahi chahiay aur na he forex forum ko leave karna chahiay balkay apni mistakes ka solution find karna chahiay takay dobara trading karnay say acha profit gain kar sakain jo members apni mistakes ko ignore kar daity hain unhain forex main bar bar loss hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                  nae humein forex trading ko loss hone per nae chorna chaiye kyun k huemin agar loss hota hai toh huemin himmat aur sabr se kam karna chaiye aur trading mein sabar se profit ka wait karna chaiye kyun humein is mein tab hi profit milta hai jab is mein hum sabr se trading karte hain...
                  • #10 Collapse

                    Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                    g nahi bhai q k haar jeet tu har jaga hoti rhti hai or loss sy dar kar bhagna nahi chahye balky us ghalti ko thek karna chaye jis ki wjha sy loss howa tha
                    Achy Threads py thanks tu banta hai na
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kia loss honay pr forex trading ko chhor dena chayay

                      Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k forex ma humy chaya k hum loss hony par bikul b na chory keu k loss or profit is business ka hisa ha is lea humy sub member ko chaya k forex trading pay zayada say zayada mehnat kary phr kahi ja k hum acha profit hasil kar sakhty han or kamyab ho sakhty han keu forex ko log bohat tazi say join kar rahy han or is ma zayada say zayada work kar kary rahy keu k forex ak bohat acha online or profitable business ha.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X