frex main emandari sy keya murad hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    frex main emandari sy keya murad hy?
    Assalam o alaikum dear frex members umeed kerta hon ap sub khaireyt sy hon gy.main ap sy yeh pochna hahta hon keh frex main Emadri sy keya murad hy?Frex main kamyabi kely keya emandari ka koi kerdar hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: frex main emandari sy keya murad hy?

    Han Pakistan forex main amandare se morad hey k ham ko kabhi bhi Pakistan forex main lalach nahi karni chahiye kio k ham ko is se nuksan hi hota hey ham ko is main mahnat our lagan k sath kam karna chahiye ta k ham ko kamyabi hasil ho.
    • #3 Collapse

      Re: frex main emandari sy keya murad hy?

      gi han ap ny bilkul theek kaha mein ap ky baat sy agree ho ky forex mein imandarai sy kya murad ha is sy murad ha ky hum jo bhi kam karien sab imandari sy kam karna chahiye agar ham imandari ky sath kam karein gy tu ham zaror kamiyabi ki taraf barehein gh or baimani sy hamein sirf loss ho sakta ha
      • #4 Collapse

        Re: frex main emandari sy keya murad hy?

        apna kam khud krin aur quality work krin daily ka kam daily krian aur acha bonus bana kr trading krain trading ko acha say analyse krain aur acha profit earn krian. ager ap kamyabi chahte hain to mehant say posting kiran aur trading kr k bonus aur profit earn krian
        • #5 Collapse

          Re: frex main emandari sy keya murad hy?

          Emandari se Murad I think yahi hai keh sahi se apna business smjh KR kren kaam chori na kren Dill lga KR kaam kren aur sahi se a krne PR mile ga bhi kuch nahi sahi kaam kren ge to he faida ho ga
          • #6 Collapse

            Re: frex main emandari sy keya murad hy?

            forex ak aca business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai fre account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex paksitan mai legal ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: frex main emandari sy keya murad hy?

              Dear members Forex main emanadari se Murad ye k hamin apna Kam Puri emanadari aur patience k sath krna cahhye hamin Forex main kbhi BHI lalch nai krnai cahhye becOz agr hn ismain lalach aur jldbazi kren Gy tOu ismain kamyab ni ho sken Gy isliy Forex main trading k liy hamin cahye k overtrading na kren aur Soch smjh k rules k mutabiq trading kren
              • #8 Collapse

                Re: frex main emandari sy keya murad hy?

                forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: frex main emandari sy keya murad hy?

                  hamy imandare sy forex mai kma karna ho ag pher he hum psia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai free account bana kr be kam kar sakty hainforex aik interantional or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: frex main emandari sy keya murad hy?

                    hamy imandare sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar baer learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai makret ak balm nahi hota forex aik international or legal business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: frex main emandari sy keya murad hy?

                      Salam jasa k ap sub na kha k forex main amandari sa murad ka pna km khiud karn chor rasty na talash karn r 2no kamo main na parn forex ko rules k motabik karn r kamyab hn kasi trha k lalach main na parn koshesh karn k km mayari karn r acha karn ta k ap ko as ka faida b ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: frex main emandari sy keya murad hy?

                        Doston Forex Main imaandari Nahin Hoti balki for MP imaandari Hoti Hai jaise ki agar koi copypasta hai to vah Himani kar raha hai Hamare form ke sath aur Aisa kabhi bhi nahin karna chahie Forex Mein Koi Bhi Mani Nahin Hoti vahan per aap Agar knowledgeable Hain To aap vahan se bahut jyada Yad nahin kar sakte hain Bina Kisi bhi nahin to aapko Yahan per koi bhi beimani nahin Chalte sirf Hamen Hi imandari Se Kam karna Hota Hai
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X