< What is position sizing, how much level you have to follow for position sizing >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < What is position sizing, how much level you have to follow for position sizing >
    most of the successful traders say's position sizing is the most important part for a traders, with out it a traders never can be successful so i want to know that what is position sizing and how much level you have to follow for position sizing?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    position jo b ho us k lye hum nay he kam ko samjhna hota hai aur kam ko dekhna hota hai k yaha pay he sub cheezon ko dekha ja sake aur hum he yaha pay kam ko kar sake gay k kesay is ko kya ja sake.
    • #3 Collapse

      bhai postion ki tension mat lo ap postion jo bhi hou humen sirf apnay kam ko daikhna hai our forex ko kam he daikhana houta hai apna .. ..
      • #4 Collapse

        ap jb is foram pa jo bhe piost parhe ge us ka answer eyse day ke dosre ko is ke samaj ay jaye and acha post hu
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum jahan tak mujh ko is ka knowledge hey position sizing ka matlab hota hey key ap ney market me sehi point per aur sehi time me enter hona hota hey aur sehi time per aur sehi point per he market sey out hona hota hey tabhi ap ko profit mil sakta hey.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein position size aik he rkhne hote he aur apne trading mein successful hone ke lie trading mein sahih kam krna he aur apne trading mein mistakes nhe krne hein phr hemin apne trading se fiada hota he aur hm profitable trading krte hein
            • #7 Collapse

              humain trade main agr kam karna hay to humain practice kar kay achy say ana ho ga humain demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga is main low risk main kam karna ho ga magr humain low risk ko use karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                hum forex main ager volume size ko control ker k trade kraien gay to pher he ap us main acha profit money ko manage ker k earn ker pao gay pher he kamyaabi real account main mileay ge
                • #9 Collapse

                  bhai ap thek keh rahay hain successful yraders k liye poaitio sizinf zrooro hoti hai or is ko hm aisay kr skty hain k kam ko thek trha sy smjhain or phr us k baad hw trade krain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    market main trade jitni choti ho gi utna he profit ho ga Q k market main tb tk profit acha ho sakta hai jb tk ap k pass capital or backup acha ho.nhi to ap ki open position ka b koi faida nhi hai agr ap loss main ja rhy hon to.es liye market trend ko follow kr k he trade kia krain.
                    • #11 Collapse

                      Assalam o alaekum!!
                      members ap log positions ko chor kr sirf apni karkrdgi pr focus kren ta k ap ka business khrab hony sy bach sky aur agr ap position ki race main lg jaen gy to ap ka sara dehan sirf first row main any ki tarf ho jay ga aur ap apni sari mehnat ko zaya kr dain gy.
                      • #12 Collapse

                        yeh app ki strategy pay depend karta hay - aur app kay money managment plan ka b dehaan rakhna hota hay - forex main success k liye zarori hay kay app forex ki strategie jo app nay khud bnaye ho uc k mutabiq chlain
                        • #13 Collapse

                          mera knowledge ka matbiq position sizing ka usa khta hain ka app sahi waqt par market mah entry krain ur isi traha jab market app ko profit da ya loss mah bhi jana lga to sae wqt mah exit ho jna tu nitija ya niklta ha ka sahi wqt par entery ur sae waqt par exit hona trade mah sa position sizing khlata ha
                          • #14 Collapse

                            Forex bahut sari Aisi cheez hai jinko aap ko seekhna karna zaroori hai aap accha kaam bhi kar sakte hai aur aisa bhi kar sakte hai jo aapko Forex ki sabji Idea Hoga aur historic support resistance ka Hoga aap apne order ko close kar sakte hain aur open kar sakte hain Yehi kaam karne ka accha Tarika hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai forex ma har cheez ka pata hona chahye sizing aik bohot important term hai sizing se murad apki lot ka actual size hai jo broker trade ma istama krtaa hai usko lot ka size kehte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X