Barray lot size na lgaayein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Barray lot size na lgaayein
    Kabhi b barray lot size lganay ki ghalti na karein is se aap ka account risk per chla jata hai aur jitna account unsafe ho ga aap ki tension increase ho gi aur aap k loss karny k chances utny zyada hon gy koshish karein aisa lot size set karein jo aap k account ki equity ko manage rakhay hamesha money management ka khaas khyaal rakhein lalach mein aa kar ya juldi loss cover karny k chakar mein kabhi b barray lot size use na karein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Barray lot size na lgaayein

    Asslamu allikum g brother ap theek keh rahy hen hamen big lot nahen lagani chahye small lot size istamal karny say hamen faida bhi hay thora hi profit sahi magar loss say to behtar hay or hamara account bhi safe rehta hay wash hony say bach jata hay
    • #3 Collapse

      Re: Barray lot size na lgaayein

      Ji bilkul Bada lot size Nahin Lagana chahie balki Apne kaun se Chhota lot size gana chahie Kyunki Itna Jyada Chhota lot size Hoga utna hi jaldi aapko profit hoga
      • #4 Collapse

        Re: Barray lot size na lgaayein

        mere aziz dost , lotsize ap k account balance pa depend krti hai jitna apka account balance hai us hsb sy money managment kren ap
        • #5 Collapse

          Re: Barray lot size na lgaayein

          G hn mery bahi han ap ny bilkul shi kha kh forex mi zyada lot size nhi lgana chahie kio kh agr ap loss mi gy tu ap ka account bilkul wash hu jae ga
          • #6 Collapse

            Re: Barray lot size na lgaayein

            forex mai hum lot laga kar acha profit gain kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai aar bager learning ky kam kaery gy to hamy loss ho jy ge forex aik acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Barray lot size na lgaayein

              is forex main hamain utna hi lot of size lgana ho ga jitna hamain is forex main expirence hasil hai so hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucs shon gay aur hamain marekt main bi sucss hon gay it si best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Barray lot size na lgaayein

                is forx main utni hi lot lgani ho gi jitna hamain si forum main faida ho skay ga ua rhamain market main bi information achi ho tab hi hum r eal main i trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main learning karni h gi tab hi hum real main bi perform karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: Barray lot size na lgaayein

                  g haaan sahe kaha hy apne bara lot size ni lgana chaye q keh is se hmra account bhi wash ho skta hy r js waja se hmra sara bonus zae jata hy lot size ko km hi rkha kren
                  • #10 Collapse

                    Re: Barray lot size na lgaayein

                    G sahi kaha bhai ap ne boht ache thread ki hai barry lot size se boht loss hota hai jahn tak k account wash ho jata hai. buht bary lot se tu ya apka account double ho ga ya pher loss ho jaya ga. forex main zyda ter ap ka loss hi hoga bary lot se. is lia apko hmesha money management k hisaab se lot lagana chahia warna apka loss ho ta jaya ga her bar.
                    • #11 Collapse

                      Re: Barray lot size na lgaayein

                      hum lot laga kar acha mnfga kama skaty hain hamy ache elarning gain kar ky kam karna ho ag pher he hum agy bar skay gy forex paksitan mai legal ban cka hain hm is mai agar bager leanting ky kamk ary gy to hamy lsos ho ga forex aik amm busines ke nisbat acha busess hain hum is ma iagar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Barray lot size na lgaayein

                        kbbi bhi big lot size na use krain
                        is s nuqsan hota h
                        loss bbt hota h
                        profit bhi bht hota.p
                        pr acount ban bhi ho sakta h
                        hmesha mehnt krain
                        • #13 Collapse

                          Re: Barray lot size na lgaayein

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
                          Kabhi b barray lot size lganay ki ghalti na karein is se aap ka account risk per chla jata hai aur jitna account unsafe ho ga aap ki tension increase ho gi aur aap k loss karny k chances utny zyada hon gy koshish karein aisa lot size set karein jo aap k account ki equity ko manage rakhay hamesha money management ka khaas khyaal rakhein lalach mein aa kar ya juldi loss cover karny k chakar mein kabhi b barray lot size use na karein
                          Trading karte hue small lot ka use aapke trading mein bahut jyada matter karta hai small lot use Karke aap apni trade ko Lambe time tak Chala sakte ho agar aap Big Lot use Karke kam Karoge To risk bahut jyada increase ho jaega aur nuksan hone ke chances profit hone se bahut jyada ho jaenge kabhi bhi Big Lot use Karke kam Na Karo small lot use karo aur proper money management karo
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Barray lot size na lgaayein

                            G bilkul apko chae k ap is forumae hesha bara lot size na lgaye is se apko loss bhe ho skta he apko chage k ap is forum mae hemesha lot size ko aapne account blnce k hisab se rekhen to apko acha fayda hasel hoga r apko cha experience mily ga to zarure hw k ap lot ko apne blnce k hisab se rekhen thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Barray lot size na lgaayein

                              Dear agar aap kay paas equity yani balance acha hay to phir aap ko choota ya bara ki fikair nahi karni chahiya aap jitni bari lot size use karo gay wo aap ko kam say kam time may acha profit daygi quen kay 100 pips may say aap ko 70 pips aik pip kay 1 usd to aap kay paas 70 usd aachukay hane.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X