Stop loss kyun lgatay hein
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kyun lgatay hein
    Stop loss lganay ki sb se barri waja ye hai k aap ka account safe rehta hai jitni aap ne limit set ki hoti hai us se zyada loss nhi hota chahay jitni marzi market aap k against chli jaye kabhi b aap ka account wash nhi hota koshish karein k her trade k sath stop loss zaroor set kar dia karein hamesha support aur resistance draw kar k phir stop loss set Kia karein stop loss set karny ka ye b faayda hota hai k aap khud ko relax feel karty hein aur barray loss se b buch jaty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kyun lgatay hein

    ager hum limit nehn lagain ge to ap kambhi kamyab nehn hun ge so ap try krian k ap ko acha bonus mile aur achi trading ho ske . sub say phile to ap mehant say kam krain aur achi posting krian aur quality work krian
    thanks to all
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kyun lgatay hein

      Forex forum r forex trading business hai forex forum p hum kam krty hun r bonus hasil krny k bad learning krty hoy forex trading market min trade open kr k earning krty hun es min sl lgny ka ye maqsd hota hai brdasht loss ho zeada na ho loss khd se trade close ho jay
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kyun lgatay hein

        Stop loss isliye use Kiya Jata Hai Taki aapka account boys hone se safe Rahe aur aap acchi Tarah Se long term trading kar sake aur aap acche trader Ban sake
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kyun lgatay hein

          g han asa he hain hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga forex aik asa buisness hain jo hmy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mayre kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex aik bahtren business hain is mai hmara koi be boss nahi hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kyun lgatay hein

            Sabse battery unke liye bhi sabse behtarin business Forex trading or Pakistan ke sabse Kala tika Yeh Duniya ka sabse bada aur
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kyun lgatay hein

              Assalam Friends Good morning forex Trading asa kam hai jahan app kabhi khud ko Experts nhe bol sakhty thori bohat knowledge hi banda rakhta salhta our kam kar sakhta hai market pay kse ka bi kabu nhe hota bass news our thora bahat analysis kr k kamyab ho sakhta hai Stop lose iss lyee lgaty hen agr hum koi trade lgaty hen to eak point pay stop lose lga den jissy zyada Hammen lose na jub market oper nechy jayy
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kyun lgatay hein

                stop loss isliye lagya jata ha taky hum apny account ko ksi bhu problem ya loss sa save krskyn humy chaiya ky hum forex pa mehnat sa kam layn or kosish kryn ky galtiyan kam kryn taky jitni zyda galitiyn hoginutna hi zyda apko loss hoga is liye soch smjh k kam kryun or dehan sa behtreen trading kryn
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kyun lgatay hein

                  Dear member Hamen trading karte hue stop loss ke tools ko zarur istemal karna chahie Kyunki isase Ham Ek limit Mein rahkar trading karte hain aur apne loss ko control karte hain ise Tarah Ham achi trading kar paate hain aur acha munafa bhi Hasil kar paate Hain Agar Hamen loss bhi hota hai to wo bahut hi thoda hota hai aur ham use recover kar lete hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kyun lgatay hein

                    Dear members trading Mein stop loss isliye Lagate Hain Ki Jab aap trade Karte Hain To to aap for trading per Najar Nahin Rakh Rahe Hote aur jab aapka trade last Mein jata hai to vah auto pay close ho jata hai aur Is Tarah aapka Jyada loss Nahin Hota aur aap usko recover kar sakte hain us aane ke sath.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kyun lgatay hein

                      Forex TRading MAin HAmen Chahye Ke Ham IS Mian Har TRades Main StOp LOss KO ZAroor Shamil Karen Aur Is Main StoP loSS TradinG MAin BUhut Ihmiyat RakhTa Hain Aur Hamen ChHAYe Ke Ham Is MaiN Stop Loss UsE Karen AUr Is Main Stop Loss Use Karne Se Hamra Account BalaNce SAfety RehtA Hain
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kyun lgatay hein

                        G dear member app ko pta he hna k stop loss is ly lagate h k jab app trading kr re hote hm to app ko point mae kami a jate h js se app ko loss ho jata h app zayda profit k chakr mae lge hote hm phr appks profit kam ho kata h js ki wajha se app ko stop loss lahana hota h is se app ko loss kam hota h r profit bhe milta h
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kyun lgatay hein

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
                          Stop loss lganay ki sb se barri waja ye hai k aap ka account safe rehta hai jitni aap ne limit set ki hoti hai us se zyada loss nhi hota chahay jitni marzi market aap k against chli jaye kabhi b aap ka account wash nhi hota koshish karein k her trade k sath stop loss zaroor set kar dia karein hamesha support aur resistance draw kar k phir stop loss set Kia karein stop loss set karny ka ye b faayda hota hai k aap khud ko relax feel karty hein aur barray loss se b buch jaty hein
                          Yaar yah thread Bar Bar repeat ki ja rahi hai aapko yah Nahin Pata Se Is Tarah kam karne se aap ki post aur delete kar di jaati hai aap log Apna aur dusre ka nuksan kar rahe hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss kyun lgatay hein

                            Intertain chal rahi Hoti Hai in ke Darmiyaan Jo difference hota hai isko Ham separate Kahate Hain Jitna Jyada spread Hoga Ham Uske hisab se utna kam aur nahin kar sakte hain isliye Hamen chahie ki sabse pahle satellite ko watch Karen separate ko was karne ke bad FIR investment Karen yah kam experience curve it depend Karta Hai Ham sab log Apna Apna Yahan per experience ke hisab se kam karte hain Kyunki Agar Hamara experience jyada hai Hamen risk wali currencies Paka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss kyun lgatay hein

                              stop loss k bary mai itna nhe to nhe maloom per ye hai k stop loss mostly isi liye lagay jata hai ta k hamara account safe rahy r banned hony se bach jay ye humy trading kerty wakt boht se risk se sage rakhta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X