Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?
    assalam o alaikum dear member forex men business men ziada profit k ly news touch rahna zrori hai q kah humen updates ka pta chalta rahta hai jis sy hum liss bachy rahty haen aur business men ziada profit ly jaty haen news humen bohat faida deti hai loss nh hota is ki madad sy humara business shamak jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

    Ji bilkul aapko Jagram daily basis per news coverage karne ki news ka forex market per bahut bada Asar hota hai jo aapko daily basis per news read Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

      Han ham ko ager Pakistan forex main kamyab hona hey to ham ko news k sath bhi tach rahna chahiye kio k ham ko is se achi maloomat hasil hote hain jis se ham ko ia se acha knowledge hasil hota hey our ham is main kamyab trader ban jatey hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

        Bhai jan new se touch rehna is lye zrori hai kyun ke jab ham news se touch rehte hain to hamain markit ki ane wali posion ke bare main maloomat rehti hai jis ki badolat ham asani se trade main profit hasil kar lete hai our main khayal ke mutabiq jab ko trader news ke mutabiq trade open karta hai to us ke kamyabi ke change 100% ho jate hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

          Forex businessman news ke sath touch rahana isliye jaruri hai ki jab Ham technical analysis karte Hain to Ham trade open kar dete hain lekin hamari trade laws mein chali jaati hai uski vajah yah hoti hai ki ham log news ko to dekhte nahin kyunki news ke hisab se bhi market chalti hai kuchh professional trader yah kahate Hain ki Jo news hai yah Forex trading market ki backbone hai aur yah baat hakikat hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

            forex ma agr ham news ko nahe dakhe ga to ap ko kafi zayada loss ho sakta ha news sa he to information banti ha agr ap news nahe dekho ge to ap ko pata nahe chale ga ka jis pair par ap ne buy lagai ha wo sell hona start ho gai ha or ap ko is sa loss ho sakta ha.
            • #7 Collapse

              Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

              forex aik legal business hain hamy is mai learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai acha or mayre kam karna ho ga is mai hum apny boss ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                Assalam.o.alaikum...
                forex ma agr ham news ko nahe dakhe ga to ap ko kafi zayada loss ho sakta ha news sa he to information banti ha agr ap news nahe dekho ge to ap ko pata nahe chale ga ka jis pair par ap ne buy lagai ha wo sell hona start ho gai ha or ap ko is sa loss ho sakta ha....
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                  g han asa he hain hamy news ko watch karna ho ga hum is mai live trading be kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                    news ko forex main bohat hi zada ehmiyat hain hamy is ko watch karty rehna chahey is sy hamy market ki movement ka pata chalta hain or ham asani sy is main trade laga sakty hain or kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai aik real job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                      w salam forex trading k lia news k sath touch rhna bht zrori hai is k bghair ap trade nh kr skty q k ye buisness he asa ha k jb tk ap market analyse nh krn gn kamyabi nh mily gi trade totally news pr depend krti hai islia trade tb krn jb ap k pas strong analysis ki slahiayt ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                        Trading mein agar Ham news Ko Nahin Dekhenge To isase Hamen kabhi bhi market ki movement ka sahi se pata nahin chalega aur ham fir se wrong decision le lenge Jiski vajah se Hamen aur Jyada loss bhi ho sakta hai isliye Hamen news ko read Karte Rahana chahie Kyunki new se Ham bahut acchi Tarah Se market ko analyses kar lete hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex men business k ly news touch rahna q zrori hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Faran khan پيغام ديکھيے
                          assalam o alaikum dear member forex men business men ziada profit k ly news touch rahna zrori hai q kah humen updates ka pta chalta rahta hai jis sy hum liss bachy rahty haen aur business men ziada profit ly jaty haen news humen bohat faida deti hai loss nh hota is ki madad sy humara business shamak jata hai
                          News of Forex trading market mein bahut jyada effect Hota Hai Jab Bhi Forex trading market Mein Koi Nahin ho sakti hai ek bahut jyada fast mood karte hain use ka knowledge Hona bahut hi jyada jaruri hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X