Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai
    Ager ap post or thread karty hain to apko chiye kay humesha asan word apni post main istamal karyn kyun forex main jab tak achy or asan word use nahi karo gue to apko faida bhi nhi na to achy thanks oor na he achy likes so zarori hai kay humesha asan word use karyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

    dear g han ap nay really good swal ko pick up kia hay ham ko chye k jo bhi threads ko write karein is main simple words ko more say more write karein agar ham aisa kartay hein to is main ham ko forex member main say good say good response gain hon gay so ham ko jo bhi post ko share karein wo forex k according to hona chye .
    • #3 Collapse

      Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

      dear friend forum pa posting k dauran asan wording ka istamal krna chayay keun k kuch log english xiada use krtay hn jis sa sb logon ko apki bat smjh naen ati agr ap asan wording k sath posting krtay hn to apko ziada log thanks bhi kren gay jis sa achha bonus mil skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

        g daer aapnna theek kha hy kh agr ham bhoot achey sa aaaam wardong kaeain ga to hamy bhoot achey sa our kamyab bhe bhoot jald mil jay ge es lia hamy try karty rehana chaheya kh ham bs jo bhe kaam karain souch samjh kar asan iur easy kaam kaeain jo sab ko samjh main ajay
        • #5 Collapse

          Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

          Aoa...forum pa posting k dauran asan wording ka istamal krna chayay keun k kuch log english ziada use krtay hn jis sa sb logon ko apki bat smjh nai ati humy posting ka duran asan se asan alfaz aistamal karnay chiya tkay ap achay see psoting kersaky
          • #6 Collapse

            Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

            Aoa...
            Ji han ye bat bilkul sai hai k jitni asan or informative zuban use hu g wo dosry members k liy asan rhy ga smjhna. Is liy zarori ha k jo b post ko creat kry to asan or easy word m kary ta k baki members b samj saky
            • #7 Collapse

              Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

              Assalam o alaikum friends g ap ne bilkul theek kaha he keh ham jitni bhi asan wording use kren ge utna hi hamen prifot ziada ho profit ye ho ga keh aik to hamen samj jaldi ajae gi aur ham is ka jawab achi trah de saken ge to friends ham ap se bhi ye umeed kr te hen threads aur posts bhi sasan wording men kren is se hamen bhi samje men tention nhe ho gi .
              • #8 Collapse

                Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

                Ji Haaan Dear Aaaap Ki Baat biLkul Sahi Hai FoRex main HumEn HumEshaaa Aasaan woRdiNg kaaaa Use KaRnaaa Chaahiye q k Hum Jitni Difgicult WoRds kaaa istemaal KaRen Gy Itni Hi Hamaari poSts PaRhnay Main muShkil Hoon Gi Or Hamaari PoSts PaR RepLies Or Thanks Bhi Kam Hi AaaEn Gy to HumEn chaahiYe k HumEshaa SoCh Samajh KaR Hi foRex Main Kaam KaRen....
                • #9 Collapse

                  Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

                  a.o,a dear forex member kise han sab ummed hy sab thk se hon ge , forex trading me ham live chat krte han tu hamin jitna aam afaz se bty krte han hamin utna faida milta hy es liye ap jab bhe posts or threads kryn us me bhe asan se asan words ka istmal kryn ta ke sab ko sumj bhe aye or fiada bhe sab ko hoga to ap ko kamybi bhe mil sake ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

                    Bhai to sahi Baat To Jara theek hai Sabse Behtar As-Salaam-Alaikum yaar bas yahi Baat To theek Hai Jara Tham Ke Baras yah sab Se Baatein Peene se Forex trading of
                    • #11 Collapse

                      Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

                      Jee hain jasa k hum janta hain k humain iss main aik acha or kamiyaab trader bana k liya iss main acha sy posting or thread karna parta hain or iss main jitni achi wording use karta hain or iss main jitni achi quality rakta hain post k hum iss main utna he acha profit be kama sagta hain humain iss main kamiyaab bana k liya achi learning karni parti hain tabhi hum iss main kamiyaab ban sakiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Post or thread main jitni asan wording use hogi uska utna he faida hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
                        Ager ap post or thread karty hain to apko chiye kay humesha asan word apni post main istamal karyn kyun forex main jab tak achy or asan word use nahi karo gue to apko faida bhi nhi na to achy thanks oor na he achy likes so zarori hai kay humesha asan word use karyn

                        Asslam o alaikum dear forex member Hamen ismein Aasan wording use Karni chahie Taki thread Karne Wale Ko aasani se samajh a Jaaye aur usko Hamare post Se fayda Mile Jo Humne Uske thread ka reply diya hai Aur, Hamen acche se reply dena chahie knowledge se bhar pur post honi chahie Hamari...
                        Visit My Profile

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X