Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai
    assalamu alaikum mere pyare dear Forex to all members ummid karta hun ki aap bilkul khairiyat se work kar rahe honge bhai jaan mera aaj ka khareed hai Kay mehnat ke paon ke niche hi kamyabi hai jaise Man ke kadmon ke niche jannat hoti hai ISI tarah hi mehnat ke kadmon ke niche kamyabi hai to jyada se jyada mehnat Karen learning Karen demo account ki practice Karen jitni acchi learning practice experience hoga utna hi achcha aap trading karke achha profit Le sakoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

    Assalamu alaikum ji janab aapane bilkul theek kaha hai forex mein kamyabi ke liye mehnat jaruri hai isiliye sabse best chij forex mein manate hai mehnat ke bad insan ko kamyabi milati hai aap himmat aur se kam Karen FIR aapko achcha profit milega,
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

      Ji han dear Forex trading Mein kamyabi ke liye aapko mehnat karna Jaruri hota hai aapko chahie ke Jyada time Forex trading co Den aur experience Hasil karne ki koshish karen Taki aap ek Achcha trade karne Ke Kabil Ban sake aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake.
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

        jiya tu hai ki main karne se Ham kamyab hote Hain mehnat ke alava Koi Banda bhi kamyab nahin ho sakta agar koi banda yah baat karegi mujhse main itna ki aur vah kamyab Ho jaaye to uska matlab liya hai uske paise halal ke nahin hai kyunki halal ki kamai vahi hoti hai jismein hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

          g han forex online buanes men jab hum achi mehnat kartyy hen tab hum achi kamyabi hasil kar saken gy .forex online busbes men jab tak nhum achi mehnat sy kam nai karen gy tab tak ham kabhe bhe kamyabi hasil nai kar saken gy ,hamen chaia keh hum forex online busnes men dill laga ky kam kaaren achy sy kaam kaatren forex ko zeada sy zeada time den den jab hum acha time forex ko den gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

            G han jo members is business mein mhnt kerty hain WO members hamshan kamyab hoty hain is ly hmean chye ke him mhnt kerin knowledge or experience hasil kerin jis se hmean kmayabi hasil ker laty hain or acahi earning hasil hotinhy
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

              Assalm o aalailum g han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko mnata hon ka plistan pk forix ik acha aur kamyaab busness hy is min hum kisi bhi waqt kaam kr sakty hin aur hamin is min kamyaabi chaty hin to hamin is min mhenat karni bahut zaroori hy q ka forix mkn mhenat sy insaan ko kamyabi milti hy q ka allah pk kisi ki mhenat ko zayaa nagin kaerrty jo jitni mhenat krta hy os ko otna hi phal milta hy q k mhenat keny waloon ka paon ka nechey kamyaabi hy isi lia hmain is min ziyada sy ziyada mhenat krni hy aur hamin kamyaab hona hy..
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                Aoa haan g zahir c baat hai agr mehnat kro gy to phal zarooor milta hai or mehnat ka phal kamyabi k surat mai milta hai hunein forex pr mehnat krni chahye ku k mehnnat k pawo k neechy kamyabi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                  walaikum assalam g han ya to ha mehnat kay kadmon ka nichy he kamiyabi hoti ha .....or jo apny is ki misal di ha wo bilkul theak ha ,,, humaen mehnat say kam karna chiaya or demo account humary lia bhut he zarori ha humaen zaror isko join karna chiaya ... or ya humaen bhut achi learning data ha ..jis sa human faida hota ha ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                    Assalam o alaikum dear ap ny bilkul darust kaha hy. mehnt ky paon ky nechy hi kamyabi hy.main ap sy yeh khta hon mehnt kamyabi ki kunji hy.ager ap mehnt sy kam karen to kamyabi ap ky qadum chomy ge.so frex main mehnt sy kam kerna zarori hy.mehnt ky bagair kamyabi ka tasver bi ni kerna chahy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                      Forex business ak hard business hai. Es business mai hard working krney key bad he trader es business mai success hasil krta hai. Es business mai professional trader market mai best earning hasil krta hai. Aur market mai earning bohat zada hai likan hard working krney sey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                        Walaikum slaam bhai bilkul kamyabi k liye mehnat bohot zaroori he kiu k mehnat k bagher to aap kuch b nai ho jitny b kamyaab taajar hn un ki kamyabi k pichy bohot si mehnat shamil hoti he
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                          I'm trading mobile per Karen ya FIR computer per is Se Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer operator code reading karna Aasan Lage unko vaise hi trading Karni chahie main to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hun aur main Hamesha trading mobile per hi Ki Hai Mujhe mobile pet reading karna bahut Aasan lagta hai Kyunki is per market ke Chahat ko aasani se Samjha Ja sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                            How are you frnd g bulkul forex business ik bht acha business hy menat k pao k nichy khamyabi hy agr ham dil lga kr menat krty hy to ham ko zaror khamyabi hasil ho gyi menat k bagir ksi km me bhi khamyabi hasil ni hoti hy is kiya ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat ke paon ke niche kamyabi hai

                              han bilkul agr ham log khmaybi wagra hasal karna chata ha o is ka liya ham logo ko chayia ka ham log forex par zada sa zada mehnat wgara karya uiar agr ham log is par mehnat wagra karta howa hi kam karrya gaya aur ham log agr is par trading wgara ka liya be mehnat sa hi kam laiya gaya to ham logo is sa zaroor khmaybi hasal kar sakya gaya jis ki waja sa ham log profit earn kar sakya gaya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X