Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy
    G dear me sp sab sy ye pochna chata ho ky kiya ham is me limit sy ziyada posting or thread kar sakty hy ya nhi agar ziyada kary gy to kiya hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

    ji nhi dear hum forex mein limit sy zyada posting nhi kr sakty hy dear forex mein daily 50 post ki limit hy huma daily base pr 50 sy zyada posting nhi kr sakty hain so humy chaiy k daily base pr posting limit ko pura zaror krein
    • #3 Collapse

      Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

      nh bhai hum daily ki limit pori ker sakty hn lakin us sy ziyada nh ker sakty hmain chahiay kh hum daily ki sirf 50 posts ker sakty hn is sy ziyada kerny sy 1440 mint ka error a jay ga hmain chahiay kh hum daily ka kam daily krin.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

        no bro ager ap limit say zyda posts kren gay to aki posts aik to nh hoon g aor doosar ager p bar bar ap kren gay to ap ko warning bhi jari ki jati hai k apki posts poori ho gaye hain to kinfdly ap next 1440 mintues k bad posting kren to ap us say achi postsing ker sakty hain.is k illawa hamenchye k ham zroo mhnat kren aor ruls jo hain hamen jirni posts allow hain to ham utni he poosts kiya kren to ham us men kamayb ho sakty hain.is liiye hamen lalch nh kerni chye wrna ham forex trading men kbhi bhi kamayb trader nh ban sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

          Ni hamen forex rules ke against Ni Jana chahye agr hum kamayab hona chahte Hain to qk hamen 50 posts ke he limit de jati Hai to usi limit to rahen agr us se zyada try krne ke koshesh kren ge to phr ban ka bhi samna krna par skta Hai.han bs yeh koshesh krni chahye keh inko achi se achi create kren r quality best rakhen to faida Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

            Nhi dear bilkul nhi ham forex per uski limit se zeada posts kbhi b nhi kr sakty is q zeada limit se posts krny ka koi faida nhi..jab bhi ham limit cross karain ge to fouran error a jie ga k AP next 1440 Tak koi posts nhi kr sakty ..1440 minutes k bnty Hain 24 hours aur is time me ham sirf 4 threads aur 50 posts kr sakty Hain is Lia hamain rules ko follow krty hue limit Puri krni chahea jab b ham rules k khilaf jien ge hamra apna hi nuksan ho ga..
            • #7 Collapse

              Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

              G hAN MARKET Main limit main rah k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain market main bi posts jitni achi ho gi tab hi hum real main bi perform kar sakty hain, so hamain is forex main posts achi tab hi ho gi jab hamain market main achi guide ho gi tab hamain market main bi trade karein gay it is best job
              • #8 Collapse

                Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aap Logon Ko batana Chahta Hoon aap 50 se upar posting nahin kar sakte Kyunki aap 50 se upar posting Karenge to aapke pass limit a jayegi posting key
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                  hum posting kar ky ache earning gain kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tablee bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik amm business ke nisbt acha busisness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                    Jee ni hum forum my daily 50 post ker skty Hain yeh limit Hain forum my agher hum is Sy zyda post kerian gyh to hmy banned bhi kiya Jah skta or warning bhi deh jayh ghe or fida nii hmy forum KY rules KY hisab sy us my kam kerna chayh phir ae Hum is my kamyab Hun gyh yeh best way Hain forum ka .
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                      Dear forex member ap ne pocha k limit se zeyada posting krny se posts delete kr di jati han jis se ap ki sari sari mahnat zya is lye forum k rules ko follow krty hoe kam kren ta k apko faida ho skty ur apki btao ma dum ho jo phary thanks dy kr gae is lye zarori ha ap limit me he posting kryn
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                        limit se zaida g nae dear hum is meinimit se zaida Kam nae kar sakty Hain daily k 50 post ki aur 4 threads ki limit pori karni chaiye humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye aur forex mein humesha mehnat karne Wala hi kamyab hota hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat trader hi kamyab hota hai aur forex emin humesha zaida se zaida mehnat karbi chaiye Jo is mein mehnat karta hai woh forex mein kmayba hota humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne Wala hi kamyab hota hai hum is mein jitni mehnat karte Hain huemin is mein utni kamyabi milti hai aur forex mein zaida se zaida mehnat karne wala hi kamyab hota hai aur hum limit pori nqe karbsakty magar humein zaida se zaida mehnat karni chaiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya ham is forex me limit sy ziyada posting kar sakty hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza770 پيغام ديکھيے
                          G dear me sp sab sy ye pochna chata ho ky kiya ham is me limit sy ziyada posting or thread kar sakty hy ya nhi agar ziyada kary gy to kiya hoga
                          Ham form per limit Se Jyada post nahin kar sakte Jab limit Puri Ho Jaati Hai To Uske bad posting ki hi nahin Ja sakti isliye bus try Karen ki apni limit ko pura Karen lekin yah bhi try Karen ke Achcha aur quality wala kam Karen sirf limit ko hi purana Karte Rahen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X