agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.
    Assalam o alikum dear members main aap sb ko bttana chahta hon ky aagar aap log 9 to 5 ki job routeen sy tang hain aur chahty hain ky aap ko mukaamal azadi hasil ho aur ap ki earning bhi aachi ho sach pochain to yeh forex trading aap ky liye hi bani hay kion ky iss main aap kisi ky paband nai hain aap jab chahye apni trade open karain jab chahey rest karain jab chahye sair ko jain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

    G haan sehi kha ap ny forex un logon k liye bohat acha business hai jo azadi k saath kaam krna chahty hain or roz aik hi routine sy tang aty hain q k forex main kisi k under kaam nai krna prta ap khud hi boss hoty hain or khud hi employee apni mrzi sy kisi b wqt kaam kr skty hain or jitni mehnat utna profit earn kr skty hain bghair kisi sharing k
    • #3 Collapse

      Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

      Sir forex ki sab say achi baath yahi hay kay ya aap ka personal business hay ab ya lazmi nahi hay kay aap sara din us ko daykhtay raho aap nay sirf apnay liya time check karna hay kay kis time may aap nay treading karni hay. quen kay company may aap ko fix time dayna hota hay jab kay yahan par aysa nahi hay.
      • #4 Collapse

        Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

        forex un logon se na to knowledge hasil hota hai aur na Hamain koi faida hota hai kyun ke forex join aur cheating main koi farq nai hai kyun ke aise main hum khud par nai infact dosron par depend karte hain aur yahi cheez hamain nakaam bana deti hai
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

          Bhai forex market main trade kerty huey hamain kabhi bhi aesa faida nehi ho sakta jo hamain permanent job sy hasil hota hai ky permanent job main hamari monthly salary fix hoti hai lekin jab ham forex market main trade kerty hain tou kabhi acha profit bhi hota hai tou kabhi long time ky liay trade loss main hi chalti rehti hai tou aesy time per phir ham guzara kesy kerain jab hamain income hi na ho rehi ho
          • #6 Collapse

            Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

            g han boss agr ap jobles hen apko wahan bahot zeada mehnat karni parti hy .to hum jitna mehnat whana job men karty hen to hamne os mehnat ka sila kam milta hy to hamne chaia keh hum forex online buses n ko join kar len ,jab hum forex onlien busnes ko jab hum join kar len gy to hum bahot acha kama saken gy .q keh hum forex online busnes men hum jitna zeada mehnat sy kam karen gy hum utna he achi kamyabi hsil katr saken gy
            • #7 Collapse

              Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

              g dear friends,agr ham apni jobs karty kartybtang achuka hay to hamy chaheya kh ham es forex ko ton kar lain es ka sath jur kar kaam karain ga yahan ham khuch ghqnty kaam kar ka bhoot achey eran bhe lar sakty hain to hamy our kise jobs ke kia zarort hy
              • #8 Collapse

                Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

                Aslam o Alikum gii Bhai Jo log kse k under reh KR job nahen KR skte in k lye oak forex earning ka behtreen olet form Hy wo log Pak forex ko join kren r apni mrze k mutabiq mehnat KR k achi income KR skte hain q k Pak forex me kse ksam ka time ki koe pabandi nahen Hy jb chacho Kam KR skte hain
                • #9 Collapse

                  Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

                  Ji han bilkul aapane bahut hi acchi baat bhi hai ki agar tu jo log job se tang hai no baje se lekar 5 baje tak job karte Hain aur unko dard ki baten sunao karti hai yah tarah tarah ke kam karne karte hain vah time Pakistan forum pe aaenge to acchi earning cancel kar sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: agar ap 9 to 5 job sy taang hain to forex join karain.

                    Forex busnes main hamen her tarah say spot hoty hy as main hamary opor kisi tarah ki koy pabandi nahi hoty hum as main achay say kam kar sakty hain aur ap ko agar ak over time job ki zarorat hy ya pher ap sham ki job sat tang hain to forex ko join karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X