Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay
    ASSALAM O ALLIKUM ;ge han forex members hamen chihay keh apna kaam waqt par karna chihay to he hamray ly best hota hy forum par ham jetna zyada time par jetna waqt par apna kaam pora karen gay to ham aik to relax ho kar kam kartay hein dosra waqt par kam karnay say hamry post ke quality bhe ache hoty hy or hamen thanks bhe zyada meltay hein
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

    G haaan apny kam ko wqat py karna chey yahi ak achy kamyab insan ki pehchn h ky wo apna ju kam hota h wo time py karta h or aj ka kam kal pr nh chorta h tu achi adat yahi h ky apna kam time py karna chey na ky us ko dely krna chey qky jb hum apna km ak routin ky sath krty h tu acha dicspline hota h
    • #3 Collapse

      Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

      walcome to pak forex.jee ha hamare zimay jo kaam ho un ko hum waqt par kar lay to hame kafi sara time mil sakta hay pak forex pe kaam karnay ka .is liye hame chahiye time tabal bana le ta kh kisi qism ki koi tangee na ho
      • #4 Collapse

        Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

        Friend hmain roz ka kam roz karna chaiay aur apna kaam regular ho k karna chaiay, aj ka kam kal par nhi chorain, har kam waqt par karnay sa hm mentaly relax hon gay aur hm par bht burdon b nhi barhay ga is liay hmain apni daily ki posting limit routine k sath puri kartay rehna chaiay
        • #5 Collapse

          Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

          yes dear apny sahi kah ahy forex mein hum aik din mein 50 posts aur 4 thread kar sakty hain es target ko pora karny ky liye humy 1440 minute deye jaty hain agar hum ess time par apna kam kar len gy tu hum ess sy easily apna posting target pora kar len gy aur agar hum posting time par nahi karen gy to humara ya target pora nahi hoga ess liye humy chahiye ky hum posting ka aik time table set karen aur phir usy ky mutabiq he apna kam jare rakhy
          • #6 Collapse

            Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

            forex aik unique business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex aik legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

              hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal buisness hain
              • #8 Collapse

                Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

                Assalam o alaikum dear ap ny bilkul theek kaha hy keh hamen apny kam ko waqt py kerna chahey.waqt ki pabandi azeem qumo ka sheva hy.frex aik acha online busines hy.is main jitna acha work karen gy utna zeya faida ho ga.hum frex main din rat kam ker sakty hain.so fresh mind ky sath frex join ker ky kam start ker dain.
                • #9 Collapse

                  Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

                  Forex mein Apne kam ko waqt per karne se ap achi earning hasil kar sakte hain agar aap Daily ka kam daily karen ge to apk kam karne ki routine ban jayegi or ap daily ka kam daily kr k acha bonus hasil kr skhin gy ap jetna acha work krin gy ap ko utna he acha reward mely ga jab marzi ap forex p kam krin koi ap ko pohchny wala nh h but daily ka kam daily krna chaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Apnay kaam ko waqt par karnay ke koshish karni chihay

                    Is say ap ko fidha ya ho ga kay ap par ziyadha bardan nai parhat gaa aur ap ak achii socha aur planning kay sat tarding kar pahay gay ap apna ak target set karhay joo ap asanii say post kar saktay hay is say ap ko fidh ya ho ga kay ap par ziyadha bardan bhi nai aya ga aur ap apnay fresh mind ho kar work pahay gay is say ap ko acha idea waghar aya gay aur ap ki posting Qulity bahatar ho gi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X