Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....
    Forex trading me ap ko trading trend ko dekhty huwy karni chahiye koi member btaye ka kon sa indicator best bata sakta hai k market ka current trend kaya hai or jo b indicator use kia jaye wo kesy use kia jaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

    Assalam walekum ji janab aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai forex mein trading karte hue gold sabse best hai aur God per hi trading karne chahie trading hamesha confidence ke sath Karen aur iske sath experience bhi trading mein jaruri hai soch samajh ke sath chatting Karen aur FIR aapko jyada milega,
    • #3 Collapse

      Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

      Parabolic sar aesa indicator hai jo hamain trend change ki indication provide kerta hai ky jab same indicator main dot shift hota hai tou woh trend change ki sign hoti hai tou ham aesy time per trend change ky hisab sy trade open ker lety hain tou hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai lekin pehly hamain is indicator ka use learn kerna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

        Forex main indicators to bahut Sare hote hain Sohar Koi indicator theek Nahin Hota aur agar aap read karte ho to aapko Kisi bhi indicator per focus rakhkar Kam Nahin Karna chahie Baat Apne knowledge or experience share trading Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

          hamy trend ko follow kar ky kam karna ho ga hamy RSI indicators ko se kar ky kamkarna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

            is forex main boht say log kam karty hain is main kam karny k liye learning karni ho gi tab hamain faid aho saky ga aur hamain si forex amin indicaotr ko use kar k hi hum loss say bachs akty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum apni har zoroarat ko pora kar k hi hum achy say trader ban ksaty hain aur hamain market main bi kam kar ksaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

              Trade k liye apke pass apna experience hona lazmi hai. Agar apna experience hai to hi trade kholni chahiye or seniors se zarur mashwara karna chahiye. Mujhe lagta hai k apko indicators pe focus nhi karna Chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

                Mt4 mein indicators Hain kuch type ke Jin mein trend btane wale bhi indicators Hain but yeh nahi pta keh acha konsa hai sb try KR ke dekh Len the jis ki smjh aa Jaye aur sahi ho use KR Lena thha
                • #9 Collapse

                  Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

                  I'll tell you dear Brother....
                  Jab hu poryy aik Month forex trading business men post kartyy hien 1 tu ye bat hy forex hamen post Karny ki waja i mean share ki waja sy acha phal mehnat ka daita hy acha phal aisy nahii milta uss kalye mehnat hi bhot zrori hy Mehnat sy hi phal milta hy aor month wala bonus jo hamen pory aik mah ki Mehnat hotii usdy zaye hony sy bachayen aor achyy member kalye best indicatior Gold hy Gold bhot acha indicatior hy Gold per trade karny sy acha profit mil k rehta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi Member bata sakta hai trend k liye kon sa indicator?....

                    market trend to 1week time frame b check ho jata hai jab k moving average par b seb se best trend fundamental analysis par hota hai is liay seb ko chayie k jis pairs par aap trading kar rahay hai us dono currency k country halat par puri nazar rakhe us k economy political halat par b puri nazar rakhe us ki news read karte raha q k aaj kal market fundamental analysis par hi chal rahi hai yeh market par direct asar karty hai jab koi new release hoty hai to boht big investor news k sath hi market main enter ho jate hai or trading karte hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X