Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...
    Dear friends ager ap acha earn hony lag perye to koshsish kiya karyn kabhi bhi over confidence main aa kar trading maat karyn kyun kay kabhi kabhi ause karny say apka account bhi wash ho sakta hai so zarori hai kay achy say kaam karyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

    Assalamualaikum me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge ji mery bhi forex forum per overconfidence ki zarurt nhi hoti balke cool mind aur experience ki zarurt hoti hai is Lia hamain trade krty wakt soch samjh kr Kam krna chahea aur overconfidence ho kr jaldi me ghalt faisly nhi krny chahea q k jaldi me Kia gie fasily aksr loss kerwaty Hain hamary account ko wash krny ka sabub bn sakty Hain is Lia kbhi b overconfidence ho kr Kam na karain.
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

      Kbi ni hamesha over confidence bnday lay dobta hay
      Dosto ilm ki koe had ni hoti jitna sekho gay utna pao gay.
      Or han ilm ko dosron tak bhe phailao takay ksi or ka bhe faida ho
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

        Ji Haaan biLkul FoRex main Aksar humen Loss Overconfidence ki Wajaaaa Se hi HoTaaa Hai Q k overconfidence Ki Wajaaa se Hi Hamaaray Aksar faislay Ghalat hotay Hain HumEn Agar FoRex main 3-4 Dafaaa ProFit Ho JaaaEy To humEn KhuD ko ExpErt Nahi samajhnaaa Chaahiye Balke KoShiSh Or MeHnat Se KaamYaai Haasil KaRnay ki KoShiSh kaRni Chaaiye ...
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

          dear g han really ap ki bat correct hay ham ko chye k jis time main bhi ham ko profit gain ho to is main ham ko yeh her kisi say nahi katay rahna chye k ap ko loss gain howahay aor mujay profit is k lye ham ko chye k apnay kam per trust ker k agay bernay ki try kartay rahna chye is main care fully k sat confidence ko mind main maintain rakhay rahna chye .
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

            Forex ka knowledge na hona bhi koi faida Ni deta r ksi ke pass agr experience r knowledge ho to us ko bhi Apna work soch kr krna chahye qk ksi bhi Kam ko krne se pehle agr planning r strategy bna le jae r us field ka analysis kr lya jae to phr trading ho ya posts wagaira sb men faida he hota hai.agr Kai ke pass forex ka knowledge r experience Hai to usko bhi analysis r planning krna Ni chorna chahye bal keh apne Kam ko fully tasali kr ke krna chahye nito loss ho skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

              G han dear friends forex trading main kabhi kabhi over confidence b bandy ko ly dobta hy. Is liy ap ko cahahy k saber k sath kam krain r ek accha trade kr k ek accha profit hasil krny ki Koshish krain ap ki mehnat r lagan hi ap ko kamyab tatader banati hy.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                G han dear humein zyada over confidence nahi hona chahaye q k kabhi kabhi humein yeh over confidence bhi humein ley dobta hai aur hum es tarha se over confidence ho kar apna zyada loss kar beth'tey hain lehaza es leiye dostu humein es cheez ka khaas khiyal rakhna chahaye takeh hum apna loss na karein aeisey.
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                  mere mutabiq to kabhe kabhe nhe balke hamesha he over-confident nakam hote hain jin ko khud par gharor hota hae ke main ache earning kar raha hun or yeh jo main trades open karon ga is main mujhe profit ho ga to ese members kabhe kamayb nhe ho pate hain q ke market ka koi pata nhe hota hae jab market up down hote hae to bare bare expert bhe loss ka shikar hote hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                    Over confidence tou aksar hi ly dobta hai ky ham kabhi bhi forex market main trade kerty huey acha profit hasil ker lety hain tou thori dair bahd hi ham bari lots use kerty huey apna hasil shuda profit bhi loss ker dety hain hamain her trade soch samajh ker kerni chahiay ky jab bhi kuch profit hasil ho jaey pehly same profit ko withdraw kerwaen phir trade open kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                      Assalamu alaikum bilkul ap ny correct information di hmko Soch smajh kar with experience and knowledge ky trade karna chahay is sy bht hi benefit from Forex kbhi bhi hm ko overconfidence na hn warna looss hoga apko pata bhi nhi chaly ga isly hm ko hardworking and aur mahenat sy work kren in forex
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                        Forex trading main confidence hona ache bat hai but kabhi be apko over confidence nahi hona chahia. hota ye hai k jab humari trade 2,4 regular profit main jati hai tu humko lagta hai k ab market humra hisaab se hi chaly gyi jis se hum jaldbazi karte hain aur galt entry ly laty hai jo loss main chali jati hai. is lia ager ap loss se bachna chahte hain tu her trade ko apni first and last trade samj kar lagyain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                          g han kabhi kabhi over confidence lay dobta ha is liye zeyada over confidence na hon kuch log jin ko zeyada profit mil jata ha wo over confidence ho kar apna hi loss kar bethy han is liye ap jo bhi kaa karen confidence se karen over confidence kabhi acha nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                            Assalam.o.alaikum...
                            Forex ka knowledge na hona bhi koi faida Ni deta 0r ksi ke pass agr experience r knowledge ho to us ko bhi Apna work soch kr krna chahye q k ksi bhi Kam ko krne se pehle agr planning 0r strategy bna le jae 0r us field ka analysis kr lya jae to phr trading ho ya posts wagaira sb men faida he hota hai...
                            Agr Kai ke pass forex ka knowledge r experience Hai to usko bhi analysis 0r planning krna Ni chorna chahye bal keh apne Kam ko tasali sy ke krna chahye nahain to loss ho skta hai...
                            $#@#i Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi kabhi over confidence lay dobta hai...

                              Friends aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen overconfidence Har Bande Ko Le dubta hai agar Ham over confidence Nahin Honge To Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham overconfidence Honge To Ham Kamyab Nahin ho sakte isliye Sab member ko chahie ki confidence ke sath kam Karen balki overconfidence Na Ho Agar Ham aur conference Hote Hain To Hamen kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin ho sakti kamyabi Hasil karne ke liye Hamen bilkul confidence ke sath kam karna chahie FIR hi Ham Kamyab ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X